Yeh, but I need to know what purpose this serves for humanity?
We always criticize how music and art are wrong and wasteful pursuits in the eyes of religion, so when someone recites a Surah in one breath, what benefit does that have?
Pakistan mein kabhi yeh nahi aap dekhain ge tv pe . "Ek sans mein Paslm 14 ki khoobsurat talawat" . :P
What I mean to say is Pakistan only stands for ONE religion in a world filled with over several 1000s. That is a limitation - not a feature.aap parh kar dikhayain...koi sunay ya na sunay, main sunoon ga......
What I mean to say is Pakistan only stands for ONE religion in a world filled with over several 1000s. That is a limitation - not a feature.
Hahah bas flag pe hi non-muslims nazar atay hain .. baki pooray Pakistan mein unko anghoota hi milta hai. Zara bible ka koi program rozana chala ke to dekhain... Zara koi news parhne se pehle Jesus ka naam le ke to dekhay.. dekho kaise Musalmano ko aag lagay gi. Blasphemy ka case laga ke waise hi sarak pe maar dain ge. :PChalo shukar kerain kisi aik jagah tau Islami mazhab hay waisay Pakistan main taqreeban har mazhab kay afrad payay jaatay hain kabhi search tau kerain. iss ka tau flag hi white colour un ke liyay rakhta hay.....
Jesus Christ aur doosray prophets ka naam tau hum sab ke liyay sar ka taaj hay. aik musalman soch bhi nahi sakta ke kisi nabi ki shaan main koi blashpemy keray. kia aap koi aisi khabar provide kar saktay hain ke kisi muslaman ne Isa(Alaihissalam) ya kiisi aur Nabi ki shaan main kuch ghalat bola ho aur ussay saza na mili ho?Hahah bas flag pe hi non-muslims nazar atay hain .. baki pooray Pakistan mein unko anghoota hi milta hai. Zara bible ka koi program rozana chala ke to dekhain... Zara koi news parhne se pehle Jesus ka naam le ke to dekhay.. dekho kaise Musalmano ko aag lagay gi. Blasphemy ka case laga ke waise hi sarak pe maar dain ge. :P
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|