Yar any one noticed..jab se Imran ne Lahore mien
jalsa kia ha...sari PMLN aik dam se lahore mien aa kar
beth gae ha..awam ke tax ke paiso s karoro rupay ki
adds di ja rahi.ha.Marvi Memon..B Nazair cards cash ki
sorat mien taqseem kar rahi ha..pani ki tarah paisa
bahaya ja raha ha tax money..koi Pakistan m pochney wala
ha ke nahi???
Yar agar Pakistan ko aisay hi chlney dena ha Pak Army ne
tu behtar ha ke Nawaz..Zardari ko Pakistan theekay par
de do..kam z kam hamaya pata tu ho ke hamaray wali waris
ye duno hi hain..