jhoooton per khuda ki laa.nat.
Altaf aur mush mulk se bahir bath kar pakistan me siasat kar rahy hyn.
Mqm waly apny qaid altaf (jo k british citizen ha) ki marzi k bghair khana bhi nahe khaty.
Pakistan me qanoon naam ki koi cheez nahe,shayed jungle me bhi koi qanoon hota ho ga!!!