Peshawar--- Muft khore Police wala awam k haath lag gaya... its people doing justice on streets...th

Munawarkhan

Chief Minister (5k+ posts)
I don't know what's wrong in this video. People can question police says everything about this system that has been created perfectly. The police respects the citizens, and will be scared of getting caught if they use their power wrong.
 
Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Well done .......

قومیں خود احتسابی سے ہی بنتی ہیں ، بس کوئی لیڈر شروع کرے سہی

باہر کے ملکوں میں بھی کوئی سڑک پر غلطی کرتا ہے تو اس کو ہارن بجا کر تنبیہ عوام ہی کرتے ہیں

پاکستان میں اگر یہ شروع ہو جاۓ تو بہت جلد قوم ٹھیک ہو سکتی ہے
 
Saviour

Minister (2k+ posts)
yea woh dar hai joh KPK police main paida hoa hai system change honay ke baad ..
agar punjab police ka hota tu galian deta hoa baag jata ...
bus becharay ko purani aadat pari ho ghee .. jho abb nahin rahay ghee aadat ... good lesson ..
KASH YEA SAB PUNJAB MIAN BHE LOOG KARTAY ...WAHAN PER TU LOOG ITNA DARTAY HAIN POLICE SE KE BACH KAR HE REHTAY HAIN ..

ABB KOI HONA CHAHY JOH PUNJAB POLICE KO BHE SET KARAY .. AOER WAHAN KE AWAM KO BHE SAKOON MILLAY ..
YEA BAHI 35 SAAL SE JES TARAH ES POLICE KA SATYA NAAS KYA HAI BUS APNI POLITICS KALEY BAHUT MUSHKIL HAI THEEK KARNA ...

Tsunami

MPA (400+ posts)
Ye jo log police walay ka ehtisab ker rahay hain inko ye himat bhi pti ki hakoomat ki waja se mili hai...zara lahore mein kisi police walay se aisay paisay lenay ki jurat ker k daikhain tao ap aglay roz akhbar ki headline k mutabiq police muqablay mein maaray jaa chukay hon gay
 
SahirShah

Minister (2k+ posts)
So because of this very incident, all the good work PTI has done for KPK-police reforms is just demolished ? Sounds fair !
Kesay kar letey ho yeh sab kuch ??? :D

Na'insafi toh Hazrat Umar R.A k zamaney mein bhe ho jati thee, lekin baad mein ehtisaab bhe hota tha. Ikhtiyarat ka ghalt istamal karney par Hazrat Umar R.A ney Khalid bin Waleed R.A jesay azeem jarnail ko mazool kar diya thaa.

PTI ne police-reforms or depoliticized karney ka wada kiya thaa jo unhon nay pora kar k dikha diya hay. Police ko farishta bananey ka wada nahin kiya thaa.
 
miafridi

Prime Minister (20k+ posts)
Yeh hota hai system par yakeen(Citizen aur police dono ko system par yakeen hai tabhi aesa hua)..Yahi woh system hai jiskay liye IK ne itni koshish ki... Police system k dar say hi ab apni duty say inhiraf nahi kar sakta, aur citizens ko bhi yakin hai k agar woh haq par hai toh police wala unka kuch nahi bigar sakay ga, balkay mamla barhaanay ki surat main khud hi nuksaan uthaega...
 
miafridi

Prime Minister (20k+ posts)
Ye jo log police walay ka ehtisab ker rahay hain inko ye himat bhi pti ki hakoomat ki waja se mili hai...zara lahore mein kisi police walay se aisay paisay lenay ki jurat ker k daikhain tao ap aglay roz akhbar ki headline k mutabiq police muqablay mein maaray jaa chukay hon gay
This video is not something to be taken as disappointing. In fact it shows the positive nature of the system in place due to imran khan efforts.. It shows the belief of both the police and the citizen over the system, which is why the citizen is encouraged enough to raise his hands on a wrong doing of the law enforcer, and also of the police surrendering to the citizen because he knows what can happen if he defies the citizen..
 
Waisay mainay urdu mein taqreban ye he baat kahi thi
 
Back
Top