sirf aur sirf zulm hi zulm hai, jis ko jahan mouqa milay, kabhi police wale zulm karte hain, kabhi muzahireen zulm karte hain, kaheen kisi ke dil main na to insaaf hai, na imaan hai, na raham hai, bus baatein karwa lo jitni karwani hain.....dawa musalman honay ka, aashiq e rasool honay ka, aamaal to janwaron se bhi bad tar... jab qoum aisi hogi, muashra aisa hoga to azaab nahin aaein ge to ALLAH ki rahmatein barsain gi...koi nahi sochhta..nuslaman aur aashiq e rasool to ddor ki baat hai pehle khudara hamari qoum insaan to ban jaye !!!