Milk Shaykh
Banned
Ab mujay Nawaz Sharif k bachoon k omer k pata nahein lekin voh 2005 mein 13 saal k nahein lagtay thay. vesey b yeh zra sabit karnay kcheezein hein aur mamooli batein hein. Asal baat yeh ha k pesa on k apna ha. Jesey mein ne kaha, ehtraz ha tau ja k court mein writ kar dau. Mujay tau koi masla nahein k voh apna pesa kesey xarach kartay hein. Wesey tu xotay k tara baan baan na kar baat cheet kar.
danggar lolipop, shahid mariam baji nay tujay sahi tarha nahi train kiya. ja kay research pehlay kar liya karo. hussain nawaz ki do companies 1993-1994 kay doraan bani thi, yeh official date hain documents main. 2005 ki baat kis nay ki hai??? 1993 may hussain nawaz apnay baap ka dependent thaa, aur matlab baap nay hussain nawaz ko $30 million diya tha company bananey kay liye?????? agar diya thaa to phir ecp kay paas ja kay company declare kyu nahi ki danggar beta????? yeh illegal hai pakistani kanoon kay andar talwar gobbar bhai. aur ab apnay jo 2005 ki baat kar li hai to apki ismay bhi phar deta houn. ab baat kartain hain apartments ki. nawaz sharif nay kaha kay apartments 2006 may khareeday thay, london high court keh raha hai apartments 1992 kay nawaz sharif kay naam may hain, raymond baker ki kitab: Capitalism's Achilles Heel jo 2005 may publish hui, usmay bhi wohi aprtments ka naam hai jo nawaz sharif nay jhoot bolay kay 2006 may khareeday thay. ab bhonko na merey pyari talwar gobbar?????