jotay se aik Waqya yaad aaya,aik badshah apni Quom par bohat zulam karta tha,aik din badshah ne apnay wazeer se kaha k ye Awaam ihtijaj nahi karti,Wazeer bola jo marzi karo ye nahi bolay gi,Wazeer ne Mashwara diya k aap hukkam dein k har admi jo subbah duty par jaye ga usay 10 jotay marein jain ge,badshah bola awaam ihtijaj karay gi,wazeer bola kabhi nahi,badshah ne hukkam de diya,kafi din baad aik aadmi ne aa kar awaaz di ,badshah bohat khush howa k shukar hay abhi awam zinda hay,aur ihtijaj kar saktio hay,us ne wazeer ko kaka dekha main kehta tha na k aawam zinda hay, Wazeer hansa aur kaha badshah us se pocho tu sahi kiya chahta hay wo,badshah ne us se pocha k kiya masla hay,wo aadmi kehnay laga badshah jee jotay marnay par hum ko koi itraaz nahi,lekin subbah jotay khanay waloo khanay walay ziyada hay aur jotay marnay walay kam hain,aur hum duty par late ho jatay hain,plz jotay marnay walay ziyada karein ta k hum duty par time par pohanch sakein , ab aap batao kiya khiyal hay is Quom k baray mein reply?
میر کیا سادہ ہیں کہ بیمار ہویے جس کے سببتو پھر کیا نظام ہونا چاہیے؟ ذرا دماغ پر زور دیں تو اسلاف کا نظام مل جایے گا
اسی عطار کے لونڈے سے دوا لیتے ہیں
پوری قوم کو جوتے مارنے کی بجایے اگر دو جوتے جمہوریت کے سر پر مار کر اس کو دافع کردیا جیے تو تمام برائیوں سے نجات مل جایے زئی نیسٹ نے بھی کیا ہمارے دماغ میں جمہوریت کا مقدس نظریہ بٹھایا ہے
In my opinion, the concept of modern democracy was derived by Islam..... but they mold it in their own way and you can make it into your own wish.... just have a look on the political system of Iran
jotay se aik Waqya yaad aaya,aik badshah apni Quom par bohat zulam karta tha,aik din badshah ne apnay wazeer badse kaha k ye Awaam ihtijaj nahi karti,Wazeer bola jo marzi karo ye nahi bolay gi,Wazeer ne Mashwara diya k aap hukkam dein k har admi jo subbah duty par jaye ga usay 10 jotay marein jain ge,badshah bola awaam ihtijaj karay gi,wazeer bola kabhi nahi,badshah ne hukkam de diya,kafi din baad aik aadmi ne aa kar awaaz di ,badshah bohat khush howa k shukar hay abhi awam zinda hay,aur ihtijaj kar saktio hay,us ne wazeer ko kaka dekha main kehta tha na k aawam zinda hay, Wazeer hansa aur kaha badshah us se pocho tu sahi kiya chahta hay wo,badshah ne us se pocha k kiya masla hay,wo aadmi kehnay laga badshah jee jotay marnay par hum ko koi itraaz nahi,lekin subbah jotay khanay waloo khanay walay ziyada hay aur jotay marnay walay kam hain,aur hum duty par late ho jatay hain,plz jotay marnay walay ziyada karein ta k hum duty par time par pohanch sakein , ab aap batao kiya khiyal hay is Quom k baray mein reply?
Badshah ka naam zardari aura awam hum hain
Bohot shukria Bhai hamari auqaat yaad karwane kaa!!!
(cry)Meri tajveez ha keh Pakistan ma jab bhi election hon to her voter ko vote dainy se pehly 2 jotay maray jain takeh os ka zameer zinda ho, oor jo vote na day os ko kam az kam 10 jotay maray jain. :angry_smile:
aap ki keya raye ha ?
itney saloon se jo jotey election k baad hukamraan maar rahey hain unka koi result nhi nikal raha phir vohi log elect ho rahey hain to 2 or 10 jootoon se kia farq parey ga.
vesey zameer jaganey k liaey Allah ne pehley zalzala bhaija abb sailaab abb daikhiee zameer jagta he ya phir is se bara jhatka required he..........Allah maaf krey
میر کیا سادہ ہیں کہ بیمار ہویے جس کے سببتو پھر کیا نظام ہونا چاہیے؟ ذرا دماغ پر زور دیں تو اسلاف کا نظام مل جایے گا
اسی عطار کے لونڈے سے دوا لیتے ہیں
پوری قوم کو جوتے مارنے کی بجایے اگر دو جوتے جمہوریت کے سر پر مار کر اس کو دافع کردیا جیے تو تمام برائیوں سے نجات مل جایے زئی نیسٹ نے بھی کیا ہمارے دماغ میں جمہوریت کا مقدس نظریہ بٹھایا ہے
In my opinion, the concept of modern democracy was derived by Islam..... but they mold it in their own way and you can make it into your own wish.... just have a look on the political system of Iran
wah wah [hilar][hilar][hilar][hilar] meer was a ghunda and gay lol
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|