Hum bhaion ne jo zakham nusrat bhai ko die hain uska koi hal nahi he...
Phir to aap us video ke chasham deed gawah hongay jisko bunyaad bana kar swat par hamla kiya gaya? Jab muzakiraat kaamyaab ho gaye to usee video ko to bunyaad bana kar swat ko tahas nahas kiya gaya. Jab jisam ka koe part kharab ho jaye to aap us ka ilaaj karte ho na ke kaat kar phaink daite ho? Kya waja hai ke amreeka khud to muzakiraat kar raha hai taliban ke sath jabke pakistan ko attack ka kehta hai?Nusrat Javeed ney saheh likha hai Imran khan ko swat key barey mein kuch pata hee nahin hai aur pata nahin keya ulti seedhi batein karta rahta hai...mujhey to imran khan key statement par hairat hotee hai jo yeh samajhta hai keh swat ka operation nahin hona chahey tha ya nakam ho gaya hai...swat mein taliban ham ney bhugta hai hamein pata hai keh swat key halat keya they ab keya hain...yahan par imran aisey fazol qisam key statement deta hai to hamarey zakhmon par namak pashi karta hai usko kam az kam swat key barey mein batein karney sey parhez karna chahey jab tak usey kuch pata na ho....hamarey zakhmon par keon namak pashi karta hai apney siasat key leyey:angry_smile:
Swat sey tumhara talooq hai ya mera ....mein swat sey hon...muzakirat kahan kamiab they taliban ney dughla pan ka muzahira keya...sufi muhammad key sath moada hoa keh taliban hathyar dalein gey taliban ney hathyar dalney key bajai buner par charai kee....aur wahan par qabza keya .. yeh moada tha keya......video kee baat na karo uskey allawa bhi bohot sarey masaila they hamarey chowk mein logon key galey katey ja rahey they us time imran khan kidhar tha...jab merey gaon key sher muhammad qasab hamarey gaon mein fakhar sey phirta tha keh mein ney itney bandey zabah keyey...us time imran khan kahan tha jab bin yamin ney masjidon mein ghuss kar logon ko katal kar raha tha...jiss ney maluana samiullah kee lash qabar sey nikal kar chowk mein latkai thi..us time imran key daleel kahan they key operation nahin hona chahey....ham ney swat chor deya ham ney pura elaqa army key hawaley keya...army ney itni qurbani dey kar is **** ko swat sey nikala ab yeh swat safe ho gaya ...to ab imran khan jaisey log aa kar shoro ho jatey hain keh swat mein operation nahin hona chahey...jiss ko swat key barey mein pata na hon usko kam az kam swat key barey mein baat nahin karna chaheyPhir to aap us video ke chasham deed gawah hongay jisko bunyaad bana kar swat par hamla kiya gaya? Jab muzakiraat kaamyaab ho gaye to usee video ko to bunyaad bana kar swat ko tahas nahas kiya gaya. Jab jisam ka koe part kharab ho jaye to aap us ka ilaaj karte ho na ke kaat kar phaink daite ho? Kya waja hai ke amreeka khud to muzakiraat kar raha hai taliban ke sath jabke pakistan ko attack ka kehta hai?
Is ALLAH ke banday ko ye kyon nazar nahi aa raha ke ab har taraf malala malala ho raha hai aur koe drones ka zikar hi nahi karta to drones aur malala incident ka to bohot hi gehra taaluk hai
Kyon aap ne hathon mai chorian pehen rakhii thi kiya mai swat ka nahi hon lekin swat se alg b nahi mai b yousafzai hon mujhe mat batao wo taliban nahi thay wo raw agents thay taliban pakistan mai nahi afghanistan mai hain wo gurkon ki nan.gee tasveerain to tum ne dekhi hongee jo swat mai jahannam raseed hue pak army operation mai mere kehne ka matlab ye hai ke pehle muzakiraat karo uske baad dost dushman ka pata chalta hai swat operation bunir par charae ki waja se nahi us video ki waja se shoro kiya gaya tha mere jaanne wale swat se hain mujhe b bohot kuch pata hai jab IDP's ka camp hamare ilaake ke kareeb hi laga tha bohot kuch suna hai wahan se tumhare ilaake mai RAW ke agents aaye to un ka mukabila kyon nahi kiya kiya tumhare ilaake ke logon ne chorian pehen rakhee thi???Swat sey tumhara talooq hai ya mera ....mein swat sey hon...muzakirat kahan kamiab they taliban ney dughla pan ka muzahira keya...sufi muhammad key sath moada hoa keh taliban hathyar dalein gey taliban ney hathyar dalney key bajai buner par charai kee....aur wahan par qabza keya .. yeh moada tha keya......video kee baat na karo uskey allawa bhi bohot sarey masaila they hamarey chowk mein logon key galey katey ja rahey they us time imran khan kidhar tha...jab merey gaon key sher muhammad qasab hamarey gaon mein fakhar sey phirta tha keh mein ney itney bandey zabah keyey...us time imran khan kahan tha jab bin yamin ney masjidon mein ghuss kar logon ko katal kar raha tha...jiss ney maluana samiullah kee lash qabar sey nikal kar chowk mein latkai thi..us time imran key daleel kahan they key operation nahin hona chahey....ham ney swat chor deya ham ney pura elaqa army key hawaley keya...army ney itni qurbani dey kar is **** ko swat sey nikala ab yeh swat safe ho gaya ...to ab imran khan jaisey log aa kar shoro ho jatey hain keh swat mein operation nahin hona chahey...jiss ko swat key barey mein pata na hon usko kam az kam swat key barey mein baat nahin karna chahey
PTI mumy dady kids can write on social media at home or cafe.
but how they gonna vote when pmln ppp mqm gundas carrying guns at the polling station.