I agree with Masood sharef ... bohat baat hoo rahe hai aur amal kuch bhe nahi ... phir woh SC ho Army hoo ya political parties ... reconciliation ki siasat ??? mafahimat kiss baat pay ka sab mil k louto aur jo jahan maal bana sakta hai banayee ... 6 parties hain lakin asal main 6 insaan, AZ, AH, NS, AY wali, Ch bro's, fazlu, ... inko saath mila legeya ya masroof rakheya ... ya politics hai is mulk ki ... aur ya keya dhara sab SC ka hai jo Salon main bhe sedhey simple case na proceed ker rahe hai aur na pursue ... Gen kayani ka baray main kaha ja raha hai k woh khilaf hain coup k aur this n that ... per asal main tou ya kaheen sai esharey pay he move kartey hain warna kya dikh nahi raha mulk main zulm ... leave alone salmiyaat, 2 qomi nazarya, qarardad a maqasid, meesaq a jamhoriyat ...