Baqoul in daakoun aur luutayroun kay, keh in kay khilaaf Panama leaks amreeki saazish hai keeounkeh is may kisi amreeki siasat daan ka naam shamil nahein hai.
In Pakistani h-a-r-a-m k-h-o-r-e siasat danoun kow pata hona chaheeaye keh amreeki qwaneen financial matters may duniya kay sakht tareen qwaneen haien. Awwal tow aap hayra pheri ker nahein saktay aur agar bhool chook, ghaltee ya qasdun ker baithein tow jail time say aap kow amreeki sadar bhi nahein bacha sekta.
Yeh ganj-jaye aur iskay darbari, Pakistan aur Pakistanioun kay khilaaf apnay jaraaim kow tasleem nahein karein gay belkeh din dayharay naqabilay terdeed sabootoun kay saath pakray janay per bhi isay apnay khilaaf amreeki ya Raw ki saazish kahein gay.
Lakh di L-A-A-N-A-T ainna day uttay!
Now I get it. Stopover in Russia is to get ideas and suggestions from Panama leaks fellow Putin on how to tackle the issue....haha..birds of a feather.