jo sazish mojooda elected govt aur democracy ke khilaf tayyar ki gai hai wo agar sar anjaam pa gai tau 12 ,13 saal tak election ko bhool jayen
:banghead:سرے عام 14 لوگوں کو مار کے اور 4 حلقہ نا کھول کے ہمارے خلاف سازش ہوئی ہے... پٹواریوں کی عقل

It is 2014 and not 1999
Only way kill NS in PM House as one of the target besides Parliament for today attack by fassadi
No resistance will be offered by the Government
Show guts
Complete Goldsmith/Danial S Mecay agenda of Pasha London Plan (May 2014)
14 logon ke qatal pe zaroor karwai honi chahiye lekin 4 halkon ko kholna hakumat ke ikhtiar mein nahin tha na he ab hai , yeh election tribunal ka kaam hai jo independently kam karta hai..Govt jo kar sakti hi wo os ne offer kar diya yeni commission ka qayyam jis ko Mir Imran Jaffar ne tasleem nahin kiya kyun ke jis plan pe wo kaam kar raha hai wo Martial Law ka nafaaz hai na ke election dhandli ki investigation , aur main aap ko bata doon ke yeh sazish aik elected govt ke khilaf nahin balkay Pakistani qoum ,riasat ,aaeen aur moashi taraqi ke khilaf sazish hai , civil war karane ki sazish hai ...agar khuda nakhasta is baar aaeen torra gaya tau Pakistan ka wajood khatra mein parr jaye ga aur Mir Imran Jaffar ke hath bhi kuch nahin aaye ga...
ہاہاہاہاہاہا....الکشن کمشن کو سٹے آرڈر لے کر کروائی سے روکنا بھی سازش ہے
khair yeh tau issue he nahin hai , yeh dharna drama ISI ke kehne pe plan kiya gaya hai jis ko London mein tayyar kiya gaya jis ka maqsad jamuriat aur aaeen ka khatma aur Pakistan ko aik baar phir aamriyat ke andheron mein dhakelna hai
jo sazish mojooda elected govt aur democracy ke khilaf tayyar ki gai hai wo agar sar anjaam pa gai tau 12 ,13 saal tak election ko bhool jayen
khair yeh tau issue he nahin hai , yeh dharna drama ISI ke kehne pe plan kiya gaya hai jis ko London mein tayyar kiya gaya jis ka maqsad jamuriat aur aaeen ka khatma aur Pakistan ko aik baar phir aamriyat ke andheron mein dhakelna hai
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|