Baba theek kehta ha g, sab kuch sabit ha, bas yeh Sharif hein h chakkar baaz, jab b kuch sabit hauta ha yeh muk muka kar letey hein. Dexein ab babay k saath kab muk muka hauta ha.
Subah ka aik column zehan mai atka hova hai Hussain Nawaz ki bare mail jab aus ka wazu Musharraf nai torva diya ta woh bi moli ki parathe kowa ke. Aik taraf daniyal Aziz aur dosri taraf Parvez Rasheed , darmmiyan main Saleh Zafar lattak rahe ti, Ba rahe Karam Habib akram ki liaye bhi koi jaga tajveez karein. Badi Mahirbani ho gi