NAB decides not to summon Shehbaz Sharif till 25th of July

smartmax1

Senator (1k+ posts)
ALLAH keh AZAAB ke liye humein ready rehna chahye.
jahan insaaf taqatwar ke liye aur kamzoor ke liye aur ho ga. phir
insaaf woh karey ga jo sab ka barabar insaaf karne wala hai. woh hai ALLAH ke ZAAT.

Ab humein sochna chahye, humara nizaam aesa ho jis mein insaaf sab ke liye barabar ho. ta keh hum Allah ke ghazab ke liye bach sakein.
warna ...wohi ho ga , jo ALLAH zaalimo ke saath karta hai.
maazi ki misalein humare samney hain.


THINK WISELY, AGAIN BEFORE VOTE.
 

Back
Top