Baji naay Poori Army ko Apnay Baap ki Milkiyat samajh karr Nooray Button say Mukk Mukka karr lia hai aur Islamabad Wali baji naay rishta daari nibhai hai lakin yeh Army kisi General ke baap ki Zaati milkiyat nahi naa hi kisi General ko yeh haq hai ke woh Poori Army ke jazbaat ko baich karr Hakoomatt saay sodaay baazi karr ke Poori Army ko Malign kraay