Mickey Arthur ki Umar Akmal ko galiyaan, Aamir Liaquat nay wazahat kerdi

Umar Akmal nay kaha kay Mickey Arthur nay unhein galiyaan deen theen, Aamir Liaquat nay ek mumkina pehlu batadya


 
Last edited by a moderator:

Bazegar

Councller (250+ posts)
bhai umar akmal se apnay dosaray sathyioun jinoun ne champion trophy jiti thi unko jo lakho caroho RS.innamat ki soorat me milay thay wo hazam nahi ho rahay, kiyoun k phalay ye usi team ka hisa tha ,baad me isko wahan se wapas beaj diya giya tha aor ishi waja se ab es nay pcb se aor coach se punga liya howa hai kiyoun k coach nay hi esko wahan s wapas beaja tha ...........