Allah Janat Naseeb kery JJ ko, Rona jurm nahi kisi k maut pe , yehi doosry firky ko bhi azadi dea kerain jab woh aal e rasool pe dhayee jany waly zulm pe roti hai , jazbati lagao k had kai loog aboor kerty hain lekin doosri taraf zaat e mubaraik bhi daikhain kaun see hoteen hain. Main koi firkay pe tanz nahi ker raha sirf human nature pe notice dila raha . Allah sab ko mujh samait hadayat dey.
Maaf kejea ga last line main galti ho gae hidayat ka rasta Allah dekha chuka Rasool pbuhbhej k , humain kehna chahea k uss hidyat waly rasty pe chalny k hummat dey.
whenever a rich guy with weak family dies, all molanas flock to him. Soon they will say that Junaid promised them share in his business and all verbal contracts they could think of