I am software engineer bro. Jis ka jo kaam hy wohi karay ga.. Agr dunya chand pr pohach gai to qasoor molvio ka nahi hamari universities ka hy... Molvio ka kaam deen k maslay batana aur deen ki baat sikhana hy hamay science rhana nahii...
Agr kisan ka kaam kheti bari karna hy to kia usko kaho gy k dunya chand pr pohach gai aur tu abhi tak kheti bari karta hy..??
Pakistan k ulama ne Pakistan ko wo madaris diye hain k dunya me jis marzi mulk me chalay jao aap ko Pakistani imam zaror milay ga...
Sawal ye hy k Hamari universities ne hamay kia dia hy..??