Mard e mujahid

sooper

Voter (50+ posts)
Mulki halat dekhte hove dil bohat pereshan ho jata hey ke hum log hi itne kiun badnaseeb hain ke humain aik bhi aisa mard e mujahid nahi mila jo humare mulk ko sahi simat per le jaye mojoda hukmrano se to aisi koi umeed hey hi nahi balke in hi ki to mulk per nahosat cgaye hoi hey aap ke khayal main wo mard e mujahid kab aaye ga???


?
 

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Mulki halat dekhte hove dil bohat pereshan ho jata hey ke hum log hi itne kiun badnaseeb hain ke humain aik bhi aisa mard e mujahid nahi mila jo humare mulk ko sahi simat per le jaye mojoda hukmrano se to aisi koi umeed hey hi nahi balke in hi ki to mulk per nahosat cgaye hoi hey aap ke khayal main wo mard e mujahid kab aaye ga???


?

Ham Sub Ko Allah Se Duaa Karr Key Maafi Maangini Chaihya !!!
 

shah5ap

Senator (1k+ posts)
Duaa/Mafi say kaam nahi chale ga, Hame Sab Ko Tauba aur essa tauba k taube say tauba Karna pare ga tu Allah yaghfiruzonoob hay. INSHALLAH Sab theek ho jaye ga.
 

harisuae

Senator (1k+ posts)
Jab tak hum sab hud ko nahi badalain gain tab tak.

Hope for the best. May Allah bless us with real Mard E Mujahid...............
 
jab tak ham apnay ap main tabdelli nahe layin gy tab tak mulk main b tabdeli mumkin nahe, hamein apnay ap main jhaank kar apni galitiun ko dekh kar insy sabaq shekhana hoga aur phir mustakil mazagi k sath present aur future ki simat ka taayun karna hoga, beshak Allah ki madad darkar hogi lakin hamin sachi niyaat hi Quran aur Nabi(SAW) ki talimaat par emal karna hoga aur phir es mulk k Baani Quaid-Azam Muhammad Ali Jinnah Aur Azeem Mufakir Hazrat Allah Muhammad Iqbal ko parna ho ga aur jo mulk woh bana chahtay thay agar ham es mulk ko us mulk ky 50% tak b efferot kar k pohancha dyin tho hum dunnya ki ezeem mumlikat ban saktay hain! lakin hamin apni saqafat ko zinda kar kay hi yeh muqaam mil sakta hai
 

abbasiali

Minister (2k+ posts)
کوئی فائدہ نہیں جس قوم کی غیرت مر چکی ہو اس کے ساتھ یہی سب ہوتا ہے ، یہی پاکستانی ملک سے باہر نکلتے ہی مثالی انسان بن جاتا ہے ، یہی پاکستانی اپنے آپ کو کمیابی سے ہر شعبے میں منوا لیتا ہے مگر پاکستان میں یہی پاکستانی مکمل طرھ سے ناکام ہو جاتا ہے یہ پاکستانی پاکستان کے اندر صرف لا قانونیت پر عمل پیرا رہتا ہے اور یہ کہ کر جان چھو ڑا لیتا ہے کے اسی نظام کے ساتھ چلنا ہے اگر یہاں رہنا ہے تو پھر شکایات کس بات کی الله سے د عا کس بات کی ، کس بات کے پاکستانی خود ذمے دار ہیں اور جن مشکلات کو انہوں نے خود اپنے لیے کھڈا کیا ہے اسے حل کرنے کے لیے الله سے د عا کیوں ، یا تو آپ خود کچھ کیجیے ورنہ پڑے رہنے دیں اس قوم کو اس کے حال " قومیں اپنی تقدیریں خود بدلتیں ہیں " ورنہ فنا ہو جاتیں ہیں " حقیقت کو حقیقت کی نظر سے دیکیں جذبات کی نظر سے نہیں
 

Back
Top