چار شادیاں جائز ہیں ؟ جی جی جائز ہیں۔
شادیوں کے ساتھ ان گنت لونڈیاں جائز ہیں ؟ جی جی جائز ہیں۔
چھ سال کی بچی کی شادی جائز ہے ؟ جی جی جائز ہے۔
جنگ کے بعد دشمن کی عورتیں آپس میں بانٹنا جائز ہے ؟ جی جی جائز ہے۔
لڑکی کی شادی قرآن سے جائز ہے۔ ؟ جی جی جائز ہے۔
اچھا تو کیا اگر لڑکے لڑکیاں ایک دوسرے سے محبت کے اظہار کا دن منالیں تو جائز ہے؟ استغفراللہ حرام۔ سب جہنمی ہیں۔ اسلام اسکی اجازت نہیں دیتا
1) Chaar shadiaan Quran kay hawalay say jaiz hain,kisi mullah nay jaiz nahi keen.
2) Loondioon kay baray mein bhi neechay di gayeayat mein likha hay.
If you fear that you might not treat the orphans justly, then marry the women that seem good to you: two, or three, or four. If you fear that you will not be able to treat them justly, then marry (only) one, or marry from among those whom your right hands possess. This will make it more likely that you will avoid injustice. (4:3) Quran.
3) 6 Saal ki bachi say shadi kis ayat mein tehreer hay kay jaiz hay. Aap indirectly Hazrat Muhammad(pbuh) ki Hazrat Ayesha (RA) say shadi ka mazaq ura rahay ho. Aap ko sharam aani chiye. Point (6) parhna aur jawab dena.
4) Jang kay baad agar aap uss aurat ko apni mankooha bana ker rakh rahay hain aur support ker rahay hain tu aap kia chahtay ho aurtoon ko rape ker kay qatal ker dain. Ab aap ki khushi kay liye banda aurtoon ko rape karay aur phir qatal ker day?
5) Anparh aur Jahil rasoomat jin ka Qutran say koi Taluq nahi , jaisay Quran say shadi ki Islam mein koi Gunjaish nahi.
6) Bara sada sawal hay, .
Aap dosroon ki maa behan kay saatrh tu Valentine per Quran ki aisi ki teesi karnay per tayar ho aur "Valentine ki tareef mein Islam aur Quran ka
tamskhar balkay Hazrat Muhammad (PBUH) Hazrat Ayesha (RA) ka bhi indirectly mazaq uraa rahay ho" Laikin agar aap ki behan aur maan kisi ghair mard kay saath koi hotel mein Valentine karay tu aap ko aitraaz ho ga yeh nahi? Kindly answer.
Hazrat Ayesha(RA) nay Hazrat Muhammad (pbuh) say Nikah 6 saal ki umer mein kiya laikin shaadi/rukhsati kaye saalon baad howi.