its my personal opinion... i want to share with all of u...
Allah Pak apni makhlook se ek MAAN se b 70 guna ziyada pyar karta hai. zyada mohabat karta hai.. 70 guna ziada chahta hai..
Aik MAAN k pyar Muhabat Care Chahat apni olaad k lie tarap ka andaza to ham sab ko hai na....???
to Allah pak jo ek MAAN se b 70 guna zyada mohabat karta hai apne bandon se apni makhlook se... us ki tarap ka andaza ap khud laga lein...
Aur hamara khaliq o malik Allah kya hamarey aamaal se iss qadar nazaz hogya hai k itni bari saza itni bari tabahi aese manazir itna bara azab ..pani mein behti larpati lashein . bhok se tarpte insaan.....
ye sab hamarey Aamaal ki saza hai....hamarey individual aur ijtamaai amaal iss qadar neech galeez aur ghatia ho gae hain is qadar hewaaniyat agai hai ham mein k ham se ek MAAN se b 70 guna zyada pyar karne wala hamara malik Allah ham se itna shadeed naraz hogya hai.... ham ne hamari behissi se hamare bad-aamalion se... ek raheem o kareen khaliq ko aesa azab dena para....
kiss qadar sharamnaak hain hamaarey aamaal...
Ya Allah ham reham k qabil to nahi hain... na hamarey aamaal iss qabil hain... na hamari zubaan hamari soch he itni pakeeza hai jo tera muqadass naam b le sakein... lykin ae parwardigaar tere siwa hama hai b koon... reham mangein to kiss se mangein... teri rehmat to tere ghazab pe galib hai na ae Allah pak... to hame seedha rasta dikha... bht bhatak gae hain ham... hame bacha le.. ham pe reham farma... karam farma... tere Pyare Mehboob pbuh ka Wasta ya Allah pak. Reham farma hamari qaoom pe...
ameen ya rab ul Aalameen.