Kulsum Nawaz is strong candidate for PM-ship : Shaheen Sehbai

teknikel

Minister (2k+ posts)
Istifah Ganjeeeeee ka banta he.........hakumat ko chalte rehna chiye....panama league ko kisis aur ko azam banana chiye
 

mnalam49

Minister (2k+ posts)
Pata nahin yeh takkey takkey key danishwar kahan sey apna tajzia leney ajatey hain un logon ko pata bhi hai keh nawaz sharif ziddi hai woh kabhi resign nahin karey ga...agar kabhi aisa moqa aya to woh assembly ko dessolve karey ga.....uska demagh kharab hai keh muft mein resign karey....second baat yeh hai keh hamza bhaley shahbaz ka beta hai par hamza ki batein sunon to bari bachkana lagti hain woh is qabil nahin hai keh leader ban sakey...shahbaz sharif ko to jazbati baton key siva kuch ata nahin hai..uski fazool baton ki waja sey pmln ko sharmindagi uthani parhti hai...maryam ka yeh haal hai keh woh apni zati life ka faisala saheh nahin kar saki aur aik third class bandey ko life partner banaya woh qaum ka faisala keya kar sakey gee...leader sirf nawaz sharif hai uskey baad koee leader banney key qabil nahin hai aur na ham logon ney accept karna hai
 

alisajid

Senator (1k+ posts)
Why the hell do you want a family memeber of Nawaja? Muslim League
should become a proper democratic party and not a family party.

First hold your tongue.....

secondly I don,t want it....jo nawishta e dewaar hai...woh bayaan ker rha hoon
 

Back
Top