Khyber-Pakhtunkhwa to celebrate Eid on Friday (baqi aik din pehlay eid)

lotaa

Minister (2k+ posts)
[hilar] aap ne bewqoof nahi dekha tu aaj dekh lo,roza pakistan k sath rakha aur eid saudia arab k sath manaa rahay hain peshwar walay,yaar har tarf siyasat hi hai,ye loog pakistan ko tu mantay hain,ANP aur jui walay,ab pakistan gvt k faislay b nahi maan rahay,aap zara socho,roza agar pakistan k sath rakha,aur EID aik din pehlay kaisya ho gai[hilar]

Khyber-Pakhtunkhwa to celebrate Eid on Friday

PESHAWAR: Mufti Shahabuddin Popalzai Friday night announced that Shawwal moon was sighted in Khyber-Pakhtunkhwa and that Eid-ul-Fitr will be celebrated in the province on Friday.

Talking to media here at Masjid Qasim Khan, he said 19 authentic evidences, including two by women, were received from Mardan, Charsadda, Shabqadar and other areas, confirming the sighting of Shawwal moon.

A meeting of zonal Ruet-e-Hilal Committee which was held here with prayer leader Mufti Shahabudding Popalzai in the chair, continued till 10 pm on Thursday.

Senior Minister Bashir Bilour was also present at the meeting.

Mufti Shahabuddin said the difference between the central and zonal Ruet-e-Hilal committees is the same as exists between possibility and certainty.

Bashir Bilour on the occasion said the decision to celebrate Eid on Friday was made on the basis of Sharai evidences.

He said Eid will be celebrated in the province on Friday in simplicity. However, he added, that although he will perform prayer tomorrow, he will not meet with anyone (to exchange Eid greetings).

Khyber-Pakhtunkhwa to celebrate Eid on Friday
 
Last edited by a moderator:

lotaa

Minister (2k+ posts)
aik din pehlay eid

Saudia arab mein 30 rozay,aur in logoon ne 29 rozay rakhay,ab bewqoof kon aap batao[hilar]
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
Turkish gov na aj eid ka elan kia tha.... sari duniya main turkish logon ny aj hi eid manayi chahey wo kisi b mulk main thay...!!!! Main soch rha tha hmari gov ki baat to apny peshawar main nhi mani jati...bahir kon pakistan k sath eid manaye ga..!!! Wsy islamic royiat to ye hai k duniya k kisi b hissay sy chand dekhny ki khabrr pr sari duniya main aik saath eid ho skti hai...per Muslim countries aur unity ??????
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
[hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar]
[hilar] [hilar][hilar] [hilar] [hilar]
[hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar]
wsy jitna marzi hass lain... pathan baiyon ny kon sa suneni hai kisi ki !!!! [hilar]
 

lotaa

Minister (2k+ posts)
nahi

Turkish gov na aj eid ka elan kia tha.... sari duniya main turkish logon ny aj hi eid manayi chahey wo kisi b mulk main thay...!!!! Main soch rha tha hmari gov ki baat to apny peshawar main nhi mani jati...bahir kon pakistan k sath eid manaye ga..!!! Wsy islamic royiat to ye hai k duniya k kisi b hissay sy chand dekhny ki khabrr pr sari duniya main aik saath eid ho skti hai...per Muslim countries aur unity ??????
Islam mein royiat ye hai,k jahan chand nazar aaye wahan eid manai jaye,lekin jab aik govt ho tu us ki baat mani jati hay,pakistan tu phir b aik islami mulak hai
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
Islam mein royiat ye hai,k jahan chand nazar aaye wahan eid manai jaye,lekin jab aik govt ho tu us ki baat mani jati hay,pakistan tu phir b aik islami mulak hai

chand duniya k kisi b hissay main nazar aye...mashrik ho k maghrib ..shumaal k janooob.....aur uss ki itlaa/gwahi aa jaye to sari duniya main aik sath eid ho skti hai..!!!Aj k dor main to mukhtalif dino main eid ka sawal hi paida nhi hota... media k zariya dunia k her konay main aik hi din roza aur eid ho skty hain !"!!!!!!!!!!
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
Islam mein royiat ye hai,k jahan chand nazar aaye wahan eid manai jaye,lekin jab aik govt ho tu us ki baat mani jati hay,pakistan tu phir b aik islami mulak hai

gov ki baat manena zaroori hai... lekin sari islamic goverments ko actually chahiye k kisi mutual point pe agree hon aur sb mil k eid karain aur rozay rakhain !!!!!!!
 

KARACHIETS

Citizen
اختلاف رویت ہلال

وہ جو کہتے ہیں چاند نہیں نکلا
کوئی کہتاہےچاند نہیں نکلا ، نکلا نہیں تو کل عید نہیں
چاند اپنی آنکھ سے دیکھا ہے پشاور میں کوئی کہتا ہے
اے چاند کمیٹی والوں تم چاند کیوں فلک پر ڈھونڈتے ہو
میرے سامنے والی کھڑکی میں ایک چاند کا ٹکڑا رہتا ہے
افسوس یہ ہے کہ وہ کمیٹی والوں سے کچھ اکھڑا اکھڑا رہتا ہے
 

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Lets see , In Pashto world Chand must be used of a chiria ( Sparrow)
 

KARACHIETS

Citizen
رویت ہلال پر صوبہ خیبر پختون خواہ کے چند "شرانگیز"مولویوں نے پھر عید سے پہلے عید کروا دی ہے
 

alexendra85

Councller (250+ posts)
وہ جو کہتے ہیں چاند نہیں نکلا
کوئی کہتاہےچاند نہیں نکلا ، نکلا نہیں تو کل عید نہیں
چاند اپنی آنکھ سے دیکھا ہے پشاور میں کوئی کہتا ہے
اے چاند کمیٹی والوں تم چاند کیوں فلک پر ڈھونڈتے ہو
میرے سامنے والی کھڑکی میں ایک چاند کا ٹکڑا رہتا ہے
افسوس یہ ہے کہ وہ کمیٹی والوں سے کچھ اکھڑا اکھڑا رہتا ہے

think before leap,stupid thread
 

lord_sultan

Councller (250+ posts)
aaj ki geo news ki khabar ke mutabiq peshawaer mein 3 roetien hain jub ke islam ke mutabiq aik roiyat kafi hai hadees ke mutabiq aik shakhas huzoor pbuh ke paas aaya aur bola ke uss ne chand dekha hai aap pbuh ne pocha kia to gawahi deta hai ke Allah aik hai mohammed pbuh uss ke nabi aur rasool hain uss ne kaha haan mein gawahi deta hoon phir aap pbuh ne roze ya eid ka ealan kardia jub ke peshawar mein 3 shahadtien musool hoi aur aap ke mufti ko woh qubool nahi kia peshawar pakistan ka hissa nahi kia wahan musalman nahi phir kion ?????
 

lotaa

Minister (2k+ posts)
mazay ki baat

mazay ki bata bataon,humaray yahan kafi pathan bhai rehtay hain,wo khud tang hain aik din pehlay eid se,wo kehtay hain,in ko hum nahi samjha sakay aap kaisay samjhao ge,hum tu pareshan the k aik sath roza kaisay rakh liya,ab sakoon mil giya hay k aik din pehlay eid ho gai,waisya ANP azaad khiyal jamaat hai,lekin dekh lo wo khud ab mazhab ko siyasat mein la arahi hai,aur molana deisel ne b 73 k ayen k nazur mein kaha hay ,k hazrat e garami kal eid ho gi,main ne khud chaand dekha hai flag par,[hilar]
 

lotaa

Minister (2k+ posts)
u don,t know about shahadt

wohi aadmi gawahi de sakta hay,jo jhoot na bolay,jis ne kabhi kabeera gunah na kiya ho,ba amal musalman ho,farz karo,aap ki bata maan letay hain,un ko chand nazar aa b giya,lekin 29 rozay akisya ho ge,can u tell me?pori duniay mein 30 rozay howay hain,peshawar mein 29 Q?kiya pehlay chand sahi nazar aaya ya ab?waisya be kehtay hain,beqoof k sar par seeng nahi hotay,jo marzi karo ye shar pasand molvis ne pakistan ki b mukhalaft ki thi,ab chand ki b mukhafat karein ge,asl mein ye siyasi molvi hain na,ALLAh in ko hadet de,
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
وہ جو کہتے ہیں چاند نہیں نکلا
کوئی کہتاہےچاند نہیں نکلا ، نکلا نہیں تو کل عید نہیں
چاند اپنی آنکھ سے دیکھا ہے پشاور میں کوئی کہتا ہے
اے چاند کمیٹی والوں تم چاند کیوں فلک پر ڈھونڈتے ہو
میرے سامنے والی کھڑکی میں ایک چاند کا ٹکڑا رہتا ہے
افسوس یہ ہے کہ وہ کمیٹی والوں سے کچھ اکھڑا اکھڑا رہتا ہے

[hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar] [hilar]