jab koi bongiyaan marnay ki duty par hu dil khush ho jata hai. Allah bhala karay is column nigaar ka, bezaar khabrun k beech is ne hansa dya.choonkeh woh khud keh raha hai keh us ko "ab" samajh aani shru hui hai tu aisay kund zehan par waqt kharab karnay se faeda ?