leak to ye bohat pehle se hain.... jo haram kha sakta hai oos se sharam ki tawaqa rakhna hi fazool hai...... ghairat bech ker haram khanay wali sharif family or oos ke chelon ko kisi baat se koi sharam or ghairat nahi aanay wali.....
iss mulk main aik adad khooni inqelab chahiay... oos ke siwa kuch bhi nahi ho sakta.... issi trah takrain martay raho media per beth kar and thats it
or ye qaum inqelab laanay wali qaumon main se nahi..... issi liay har kut.ta kam.eena yahan leader bana hua hai