Alt link
Pasmandgaan mein sab se ziada dukh waseem Badaami ko hai...Allah Ta'ala iski mushkil asaan fermaye aur isko bhi jald shahaadat ke martabay per fayez fermaye...Ameen!
Itne talkh baat krne ky salahiyat pedaishee hy ya khud mehnat kr ky hasil ky hy yeah skill??Pasmandgaan mein sab se ziada dukh waseem Badaami ko hai...Allah Ta'ala iski mushkil asaan fermaye aur isko bhi jald shahaadat ke martabay per fayez fermaye...Ameen!
Itne talkh baat krne ky salahiyat pedaishee hy ya khud mehnat kr ky hasil ky hy yeah skill??
Matlab i am really impressed and want to know.
Meray Khiyal mai hur Insan is hadsay say Dukh mehsoos kar raha hai, hur Insaan jo is hadsay mey Jaan say gaya/Shaheed hua wo kisi ka BAP, BHAI, MAA, BEHAN , BETA , BETI ya Dost tha, Junaid Jamshed hur Pakistani keliyeh ik qeemty insaan thay, unki zindagi hum sub kay samnai hai, kaisay ik glokar say MUFAKIR E ISLAM, bun gaye, Waseem Badami ki unsay dosti thi aur wasay hi unka dukh hur Pakistani ko hai, iskay leya sirf INSAN KA INSAN HONA SHART HAI, meray bhai. Aur apko aik maswara maut say pehlay ISTAKHFAR karna chahiyeh MAUT ka mazaq nahi urana chahiye.
Apki sab baatain saheeh hain...mein nain istaghfaar bhi ker liya hai lekin apki taraf se JJ ke liye "Mufakir-E-Islamu janta hoon aur na hi shaid kabhi mulaqat ho, phir bhi aap apnay bhai hain " ka khatab meri samjh mein nahin aya...Aisay Alqabaat to Allama Iqbal jesay logon ko bhi diye ja chukay hain, Junaid Jamshed ke liye kam se kam Hujjat-ul-Islam ka khitaab to hona chahye....