Judicial commision ki report ne sabit ker dia ke Status quo (yazeedi forces) ke samne (Hussaini AS)

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
حضرت حسین رضی الله نے سیکولر جمہوریت کا کلمہ کب پڑھا
 
zainperfect

Banned
یا اللہ خیر، ایک بدکار شخص کو حضرت امام حسین سے نسبت (omg)

No Brother, nisbat nahi... nisbat halat se hai... jab bhi koi hukmaran paisay, takat, corruption aur wrong way se iktadar mein aye aur iktadar mein aa ker apni corruption ko double tripple ker de... Judiciary, media, politicans sab ko khareed le aur awaam ko is ka haq na milay tu aisay Hukmaran ke khilaaf kalma-e-haq kehna hi Hussainiyat hai....

Hazrat Ali RA ne farmaya ke koi bhi mashra kufr per tu qaim reh sakta hai per zulm per nahi.... sari duniya ne dhandli daikhi aur judiciary ne phir status quo ke haq mein faisla kia... yeh yazidiat nahi tu aur kia hai ?

kia waja hai ke aaj bhi Western countries kafir ho ker bhi hum se ziada duniyawi taur per taraqi yafta hain aur wahan Insan ki jaan ki qadar ziada hai ?

Similarly when u born in Pakistan and see the role models like people in power who never get caught on the basis of their money power and there is no rule of law, then automatically society will be mentally corrupt because they know that Justice will not be provided here, there is no rule of law, so just do what this politician did, lie, loot and do all kinds of munafqat to remain in power and luxury life... so then naturally society will evolve in corruption and their mind set will be like the mind set of Nawaz Shareef...

So if a person like Imran Khan (alone) stood up against it then he should know that itz a never ending fight and he may lose but yahi tu baat ka maqsad hai jo Imam Hussain RA humain samjha gae ke chahe hukmaran kitna hi powerful kun na ho us ke khilaaf kalma-e-haq kahu aur un ki munafqat ko expose kero jitna bhi ho sakay....

per yahan tu ghlamana soch aur mufaad parast tolay ka kabza hai jis ko daikh daikh ker kuch had tak majboor awam ki mentality bhi waisi ho gai hai... kuch zuban se kaha nahi tu dil mein tu bura janu... ab kuch loog tu is rehmat se bhi mehroom hain... is judicial or political system ne humari islamic values aur mashray ko barbad ker ke rakh dia hai...
 
Last edited:
No Brother, nisbat nahi... nisbat halat se hai... jab bhi koi hukmaran paisay, takat, corruption aur wrong way se iktadar mein aye aur iktadar mein aa ker apni corruption ko double tripple ker de... Judiciary, media, politicans sab ko khareed le aur awaam ko is ka haq na milay tu aisay Hukmaran ke khilaaf kalma-e-haq kehna hi Hussainiyat hai....

Hazrat Ali RA ne farmaya ke koi bhi mashra kufr per tu qaim reh sakta hai per zulm per nahi.... sari duniya ne dhandli daikhi aur judiciary ne phir status quo ke haq mein faisla kia... yeh yazidiat nahi tu aur kia hai ?

kia waja hai ke aaj bhi Western countries kafir ho ker bhi hum se ziada duniyawi taur per taraqi pazeer hain aur wahan Insan ki jaan ki qadar ziada hai ?

Similarly when u born in Pakistan and see the role models like people in power who never get caught on the basis of their money power and there is no rule of law, then automatically society will be mentally corrupt because they know that Justice will not be provided here, there is no rule of law, so just do what this politician did, lie, loot and do all kinds of munafqat to remain in power and luxury life... so then naturally society will evolve in corruption and their mind set will be like the mind set of Nawaz Shareef...

So if a person like Imran Khan (alone) stood up against it then he should know that itz a never ending fight and he may lose but yahi tu baat ka maqsad hai jo Imam Hussain RA humain samjha gae ke chahe hukmaran kitna hi powerful kun na ho aur ke khilaaf kalma-e-haq kahu aur kam az kam zubaan se tu us ki mukhalfat kero....

per yahan tu ghlamana soch aur mufaad parast tolay ka kabza hai jis ko daikh daikh ker kuch had tak majboor awam ki mentality bhi waisi ho gai hai...

bilkul sahi kaha Zain bhai
 
aadil jahangeer

Minister (2k+ posts)
Pictures speaks a thousand words

11760204_1038969462781110_1511869493938834478_n.jpg
 
MAli313

Politcal Worker (100+ posts)
Zain Bhai, you hit the Neil. But there is question for all us that then how can we correct this problem which started that the time of Imam Hussain. After 1300 years, the whole Muslim world idealogy got changed. Doing Abadaa is more important then raising voice or fighting against injustice is rare. Only few people like Imran khan are doing it.
 
very good point brother... but bro i think that we should just fight with this menace in our society as much as we can without thinking about the result... Like Imam Hussain RA did by raising kalma-e-haq infront of corrupt and wrong Hukmaran of that time... at least we can raise voice and raise awareness aur agar woh bhi na ho sakay tu kam az kam in zalimon aur munafiqon ko dil mein tu bura janain aur in corrupt hukmaranon ko ideogically follow tu na karain... this is for my nation, my brothers and sisters to understand and i hope they will....

Ibadaat se in hukmaranon ko koi takleef nahi.... yeh aisay hi loog tu chahtay hain jo bus namazain perhain masjidon mein aur in ki politics aur hukmarni ko challnege na karain aur na hi criticise karain... jo Molvi bhi is zalimana nizaam ko sehne aur chup rehna ka mashwara de woh khud ghalat keh raha hai.... jo imam Hussain RA humain sabaq de gai hain woh qiamat tak ke liye misaal hai...aik muslim hone ke naatay kam az kaam haq bolne ki awearness aur jurat ko tu promote kero society mein.... datz my point of view....
 
iss ka matlab ke humain Imran khan jese leaders ka sath daina chaye
warna status quo ne tu koi kasar nahi chori
 
suhaibulhaq

Councller (250+ posts)
Brother Zain you really hit the nail, totally agree with your explaination and ideology of our beloved Hazrat Imam Hussain RA. Yazeed Mardood nay Hazrat Imam Hussain pay talwar uthanay say pehlaay bhaut homework kia tha, us waqat kaay Qazi, Governors aur Muftiyoo.n say faisla aur Fatwaa liya tha aur us kay baad us naay yeh kaalak apnay moo per malli ...... Aur aaj ka Jabir hukumran bhi apnay maqsad ki kameyabi kay liyeh Judiciary aur law enforcement ko apni jaaib may pehlay rakta hay waar us kay baad karta hay.

This is not the defeat of IK, in fact kahani abhi shoroo hoi hay ............. Being a simple Pakistani aik aam awam kay, mera sawal meray Vote ka hay meray Haq ka hay, woh kis nay churaya, mujhay IK say is liyeh hamdardi hay kay us nay meri awaz uthai hay, Woh Nawaz Shareef hota tu maay us ko appreciate karta, aur may be there are more who probably agree with this point.

Re: Zalim hukmaran kaise inkalabi soch ko dafan kerte hain - Maulana Ishaq

Masha-Allah

aaj ke pakistan ki situation aur halaat ka bilkul sahi comparison hai

shukriya zain bhai video post kerne ka

Allah sab ulema ko Maulana Ishaq ki terha haq ki tableegh kerne ki taufeeq de (Ameen)