It's time for us to pay back - Sanath Jayasuriya

maksyed

Siasat.pk - Blogger
598712_10151117799583161_1945061855_n.jpg

Jayasuriya said on his Official facebook Page: In 1996, Wasim was one guy who volunteered to bring Pakistan team to Sri Lanka to play in the world cup amidst the civil war in that period. It's time for us to pay back.


http://www.facebook.com/photo.php?f...0.108479.144061588160&type=1&relevant_count=1
 

sabir1

Senator (1k+ posts)
iss fauj ki nakami ki waja se aaj iss mulk main koi cricket khelne b aata. sri lanka ki fauj ko salam jinhoon ne aaj mulk main is qadar aman laya keh wahan world cup. hum tou sirf is ka khawab hi dakh sakte hain
 

Bourne

MPA (400+ posts)
iss fauj ki nakami ki waja se aaj iss mulk main koi cricket khelne b aata. sri lanka ki fauj ko salam jinhoon ne aaj mulk main is qadar aman laya keh wahan world cup. hum tou sirf is ka khawab hi dakh sakte hain
waisay sri lanka ke fauj ki kamyabi main iss fauj ka badha hath hai.
 

mancunion

Politcal Worker (100+ posts)
Hamari qoam ki aqal pe parda para hooa hai.

Ham kewn demand naheen kartay ke jin logon ne merit ki dhajian bakhair kar zia aur musharaf ko choose kea, unhain kewn na zimadar therayia jaiay.

Zia ko kon laia tha? Musharf ko kon laia tha?
 

Saadbaloch

Senator (1k+ posts)
iss fauj ki nakami ki waja se aaj iss mulk main koi cricket khelne b aata. sri lanka ki fauj ko salam jinhoon ne aaj mulk main is qadar aman laya keh wahan world cup. hum tou sirf is ka khawab hi dakh sakte hain
[MENTION=26999]sabir1[/MENTION] tumhari har doosri post Fauj k khilaaf hoti hai lagta hai kissi Fauji ney bara zulm kia hai tum par.
 

Back
Top