Bilal Raza
Prime Minister (20k+ posts)
Last edited:
@chikny tera manjhan yahan nahi biky ga jao adiala jail k samny try kro shayad dhanda chal jaye ya nehar kinary dehari lagaoand why exactly is it a legal crime?
yeh baysharam anchor will not say a word if agency walay meet judges or if judges meet media people.
lekin agencies kay isharay pay awam ko gumraah karna khoob aata hai iss ko.
Talwar Gujjar jao ja k goober khao adiala se tumhara kia kaam yahan siasat main munh marty phr rahy hoOh pagla, Pakistan mein qanoon hota tau PM is tarah pinjray mein band hota?
Governors ko unhi ne bheja ha jinhoun ne PM ko pinjray mein band kia ha.
Pakistan mein ahista ahista qanoon ki baladasti shuru ho gayi has is liye PM nahi, balke a maha corrupt chor aur us ke beti jail mein hai ajjPakistan mein qanoon hota tau PM is tarah pinjray mein band hota?
Pakistan mein ahista ahista qanoon ki baladasti shuru ho gayi has is liye PM nahi, balke a maha corrupt chor aur us ke beti jail mein hai ajj
Talwar Gujjar jao ja k goober khao adiala se tumhara kia kaam yahan siasat main munh marty phr rahy ho
Yeah sub sirf aap ki khayalat mein ho raha hai, kal bicharay ne apnay jhootay doctor se kidney failure ka bahama kerwa ke Hospital shift hone ka drama kiya, agar jo aap khe rahe ho such hota to log maan jaate, lekin woh drama bhi flop hogaya and end result is NS is still in adiyala.Agar qanoon k baladasti ho rahee ha tau yeh hukumti dachoon mein qarar kion nahein. Kion ek qaidi k terlay ker rehay hein.
Yeah sub sirf aap ki khayalat mein ho raha hai, kal bicharay ne apnay jhootay doctor se kidney failure ka bahama kerwa ke Hospital shift hone ka drama kiya, agar jo aap khe rahe ho such hota to log maan jaate, lekin woh drama bhi flop hogaya and end result is NS is still in adiyala.
Ek saazayafta chor PM sirf aap ki nazron mein hoga baki duniya ke nazron mein sirf Qaidi No 420 haiAdiala mein tau ha, lekin 10 h din mein qaidi k bajaey voh PM kion bana lagta ha.
Itna b aanxein band na karein, kal IG jail, aur aaj 2 Governors kion ek qaidi k xidmat mein sirf hazir service heavy weights hazir horehay hein.Ek saazayafta chor PM sirf aap ki nazron mein hoga baki duniya ke nazron mein sirf Qaidi No 420 hai
Thordi auqat do to sar par chard jatien hai, nahi do to zalimana rawaiye ka rona rohte hai, har taraf drama hi drama.Itna b aanxein band na karein, kal IG jail, aur aaj 2 Governors kion ek qaidi k xidmat mein sirf hazir service heavy weights hazir horehay hein.
Vo haftay mein ek din mulaqat walay rule k kia bana.
Thordi auqat do to sar par chard jatien hai, nahi do to zalimana rawaiye ka rona rohte hai, har taraf drama hi drama.
Yeah natijah kaha se aagaya, yaar abhi to sahi baat kiya karoYaani aap man rehay hein, qanoon, jurm, ya insaaf vagera k is pinjra giri se koi taalaq nahein.
Governors ko unhi ne bheja ha jinhoun ne PM ko pinjray mein band kia ha.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|