No authentic date
oo bahi chooro ya laraiii.. koi faida nahi..
pehlay Khilafat ka nizam laoo.. phir kitaboon say sahi hadith alag karoo .. daeef aur mozoo riwayat say jaan choraoo
phir manazray kaoo.. to koi faida bhi hoo...
people done that already
Bahi jo pechlay loogon nay kia abb to us may bhi millawat hoo gai hay.. zyada tar kutb arabic may hain
translation aur reference kay dorran adhi baat quote ki jati hay.. bohat jaga reference hi nahi hay.
nay fitnay nay tawil nai tashree .. jaisay ghamdi
isi lia aik daffa phir ya kaam karna hay.. likin wo usi waqat mumkin hay jaab khilafat hoo.. kion kay kisi aur
nizam kay under kia jannay wallay kaam ki wo ihmiyat nahi hay.. kion kay hoo sakta hay kay loog asar undaaz hoon
aur kaam may apni marzi ki cheezeen dalleen .. iski misal to aaj kaal kay hot topic hain jahan siasat daan apni marzi kay
faislay banna littay hain.. aur adalat ko bhi khatir may nahi latay
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|