اسلام میں جو کچھ ہے وہ ہر اس شخص کے لئے ہے جو اپنے آپ کو مسلمان کہتا ہے
Chahe Qadiyani ho
غیر مسلم جاسوس کو خود کو مسلمان ثابت کرنے کے لئے بڑے پاپڑ بیلنے پڑتے ہیں، پھر بھی مسلمان نہیں ہوتا
Chalo tumhari first statement k mutabiq islam ka sab kuch os k liye bhi hai...
Kissi Khud ko Muslim kehne wale ghair Muslim jasoos pe bhi tumhari statement equally apply hoti hai
میں نے مسلمان کے بارے میں اپنی سٹیٹمنٹ دے دی، تمہیں جس سے ہمدردی ہے اس کے بارے میں سٹیٹمنٹ بھی تم خود ہی دو
Qallabazian khate ho ... insaan nahi lagte ... jo lagte ho wo main kehna nahi chahta.
Tum ne musalman k baare main nahi kaha tha ... tum ne jo kaha tha wo ye tha:
ہر اس شخص کے لئے ہے جو اپنے آپ کو مسلمان کہتا ہے
Daarhi rkhney ke baad aadmi pe ek zimmadari aaid hojati hai k woh shakhs ab apna chehra aisa bana chuka hai jesa ke rasoolullah salallaho alyhe wasalam ki sunnat hai lehaza usey aam logo sey mukhtalif hona parta hai aur aam logo ke banisbat uski ziada bari zimmadari banti hai key woh islam ki cheezo ka khyal karey aur ziada hassaas aur ziada mohtaat hojaye..... Agar aapko ghalat dhandhey karney hain to aap darhi na rakhein ...... Daarhi rakhni hai to us ka paas bhi karna parega yeh koi choti baat nahi hai nabi ki sunnat hai aur iska ahteraam sab musalmano par lazim hai ...... Darhi rakho to waqar key sath aur phir apney aamaal ko bhi wesa hi banao jesa ke aik daarhi waaley ko hona chahye ....... Yehi woh cheez hai jo musalmaan ko gher muslim sey mumtaz banati hai ....... Lehaza daarhi rakhney ke baad apni zimmadario ka poora khyal karo ....... Agar yeh baighairat shakhs daarhi ke baghair is tarah sey thumkey maarta to shayad mera jesa gunahgaar bhi isko daad deta .......
His Beard is Not Original it is an Attempt to Disgrace Molvis
aur aapko kya guarutnee hai ke woh shaks darhee rukh ker ulety seedhey kaam nahee kerta???
is tarha to Allah ne insaan ko banaya hia aur is per zimmeydaree hai ke woh Allah ka hukum maaney...
darhee koi proof nahee ke banda honest hai...
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|