Is this Pakistan (18+)

VoteME

Minister (2k+ posts)
Bhai, Awam bollywood ki deewani hai, kiya kia ja skta hai? Idher bhi app ko aisay member milien gay jo India k paoon chatnay pe lagay nazar aien gay. Hindi se muhabbat un k har lafz me nazar ayegi. This is Indian culture, kuch arsay baad Pakistan me rooz rape ki khubrain shroo ho jain ge.
 
Shahbaz Baig

MPA (400+ posts)
is thread per barca allow nhi hai...:lol: 18+.... Na jany tum loog kiya dekhny mai lagay ho pata bhi hai youtube band hai pakistan mai phir bhi...:angry_smile:
 
Sedqal

Chief Minister (5k+ posts)
Dude Pakistani film industry and music industry is nearly dead. We made exceptionally good movies in 60's and 70's. In absence of Pakistani entertainment people have started watching Indian stuff now Pakistani entertainment industry is following in foot steps of Indians to compete with them for survival.
 
messam

MPA (400+ posts)
La Hawla Wala Quwata Illa Billa Hil Aliyil Azeem...... no comment.

Pahlay tau dekhnay kee betaabii.. Jub dikh gaya clip tau aisi Masroofiyyat k comment karnay ko time nahi..... Baig saab yeh baatein achi naa howain hain... Main hoon shahid Afridi movie hai yeh jis mein Humayoun Saeed nay apni dhakki chuppi bayghairti k allam Zameen mien gaar diye hein.. Mahnoor Baloch bachon kee amman b hai aur apnay bachon ko AMAN kee Aashti kaa paighaam day rahi hai...
 
janab bacha enjoy ker raha tha app nai tu dhol pitna shoro ker dia :)
 
Believer12

Chief Minister (5k+ posts)
ھماری فلم انڈسٹری کے جھلا اندین موویز کی نقل کرنے کو کامیابی سمجھتے ھیں حالانکہ ان کا وھ حال ھے کہ کوا ھنس کی چال اپنی بھی بھول گیا۔
فلم سنسر بورڈ میں انڈیا کی طرح نابیناوں کو نوکریاں ملنی شروع ھو گئ ھیں یہ اس حکومت کا ایک بھت مثبت قدم ھے جسکا خیر مقدم کرنا چاھیے۔ آنکھوں سے معذوری کی وجہ سے اب کوی بےروزگار نھیں رھے گا۔