adeee
Citizen
Guys bohat se logo ko me ne daikha hay kay jab currecncy ki value kam hoti hay to wo spaculative motive kay liye currency purchase kartay hain or phir us ko mehnga honay pe baichtay hain. jis sy un ko munafa Hasil hota hay.
For Example.
Isi tarah jab market me currency(Only RS) kam hoti hay to log stock currency ko mahnga kar kay baichtay hain.
For Example.
So My Question is
Kia ye jo munaffa milata hay currency purchase or phir sale karnay par wo jaez hay ya na jaez.
or islam me is kay mutaliq kia kahta hay? Hallal or Haram business?
Am so confused. because my really near relatives involves in this business.
For Example.
Pechlay dino jb pond ki value 105rs thi. to ik dam stock market me afwa phail gae kay pond ki prize barhne wali hay. jis se logo ne dara darh pond khareed liye.
Ab agar technically daikha jaye to ik dam pond ki purchasing se state bank kay pass crrency short ho gae jis se state bank ne foran he currency ki circulation ko control karnay kay liye currency value up kar di.
jab kay real me us ki value 105rs hi thi. Ab jab kay logo ne daikha kay waqae currency price me izzafa ho gaya hay to unho ne currency market me throw karna shuru ki. Jis se Rs ki kadar me kami waqea hoe.
Isi tarah jab market me currency(Only RS) kam hoti hay to log stock currency ko mahnga kar kay baichtay hain.
For Example.
Ramazan kay dino me jab logo ko new currency ki immediate zarorat hoti hay to bankers or banker's relatives 5,10,20 kay noto ki copian actual value pay state bank or banko se khareed kar maket me mahngi price pay copies ki sale kartay hain to is ko munafa hota hay.