mahmoodsani
Councller (250+ posts)
aslam o alikum dosto main apni khushi aap say share karna chahta ho aur aap ko batana chahta ho k pakistan ko change karnay k amal main main nay amli toor par hisa lay lia hay aur aaj pti ka member ban gaya ho.
batain to sabhi kartay hain likin amal bohat kam.so this is my first step towards building a beautiful pakistan :)
i also want to register my vote but dont know how to do this
Last edited by a moderator: