Jab koi mazloom ban k aaye, uss ko phir gaalyan nahi diya kartay. Inho ne batay ki hongi Pakistan k khilaf, lekin aaj wo be bas or mazloom hai.
Iss halat me koi in ko gali de, ye na to hamara mazhab ijazat deta hai, na hamara culture or na hi insaniyat.
Ap ka ghussa apni jaga lekin, ye ghussa aik zaalim k agay to jayez hai, mazloom k agay nahi