How CPEC to change Balochistan and Mengal's area with LPG lines on BalochistanKaMahaaz

ThirdUmpireFinger

Chief Minister (5k+ posts)
Now Megal is not happy with developmeny saying that development will bring other Pakistani to live in Balochistan and they dont want it. These small sardars and nationalists are against any sort of development but Inshallah poor people of these area will have new life very soon.
 
ThirdUmpireFinger

Chief Minister (5k+ posts)

by 70 year Baluchistan has produced trillions of cubic gas and still most poor place in world and its not going to change if any further road or line pass through it... ... Baluchistan are producing Gas since 60 years and all the r going direct to Punjab ,,,

Why Baluchistan is poor bcz its gas are in use of Punajb

Gas is going into Punjab because 80% of Pakistani lives in Punjab. Balochistan is poor because of tribal culture otherwise why no Sardar is poor but only poor Balochi are suffering? How Gawadar port and its development will only help Punjab? How road network in Balochistan will only help in Punjab? Sardars are against any sort of development knowing that when people will have their own jobs then they will not listen to them. Inshallah Pakistan will change and these sardars will go abroad or live with us just like normal pakistani.

I am not saying that Pakistani treated Balochis well in past but the only way to help Baloch is by doing development in their area and helping poor Balochi to earn his own money not relying on these Badmash Sardars.
 
Yasirsaeed2002

MPA (400+ posts)
Now Megal is not happy with developmeny saying that development will bring other Pakistani to live in Balochistan and they dont want it. These small sardars and nationalists are against any sort of development but Inshallah poor people of these area will have new life very soon.

InshAllah Bro. Allah aap key zubaan mubarak karay ameen.
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)
wesa mujha yaha koe bata sakta hai China corridor ko Q bana raha hai?????

Because it is the shortest route to the markets of Mid East and China can have a boom in its economy through this development... the problem with China right now is the long sea route from its main production cities to the target markets of Mid East, Europe and most emerging giant 'Africa'.....

Ap shayd yeh soch rahay ho k woh yahan pe Baluchistan k mineral resources k liye aa raha hay, haan yeh baat bhi theek hay, laikin hamain bhi sochna chahiye k hum ney inn mineral resources ko kya zameen main hi daba k rakhna hay? Woh agar yahan sey minerals nikalay ga to ilaqay k mazdoor bhi chahiye hongay, un k liye truck waghaira bhi chahiye hongay, mining equioment chahiye ho ga aur minerals nikal k woh china to nhi le janay lagay, yahan pe hi koi na koi processing plant lagayngay ya factories lagaingi... logon ko rozgar milay ga aur INSHALLAH taraqqi ho gi

Logon ko yeh bataya ja raha hay k "paisay kam mil rhay hain" mera zaati khyal hay k yeh jin paison ki baat ker rahay hain woh paisay to waisay bhi hukoomat k khazanay main jaatay hain jis main sey awam ko to kuch bhi nhi milta... jab k agar China factories lagata hay aur development kerta hay to iss main logon ko rozgar milta hay aur woh paisay un ki apni jaib main jatay hain, corruption kernay walon k haath main nhi jatay
 
Last edited:

Wake Up Pakistan

Chief Minister (5k+ posts)
Mengal khud be CM raha hai. Khud kuch kartay nahee Blame dosroo ko daitay rahtay hain

I can never understand our people
 
Because it is the shortest route to the markets of Mid East and China can have a boom in its economy through this development... the problem with China right now is the long sea route from its main production cities to the target markets of Mid East, Europe and most emerging giant 'Africa'.....

Ap shayd yeh soch rahay ho k woh yahan pe Baluchistan k mineral resources k liye aa raha hay, haan yeh baat bhi theek hay, laikin hamain bhi sochna chahiye k hum ney inn mineral resources ko kya zameen main hi daba k rakhna hay? Woh agar yahan sey minerals nikalay ga to ilaqay k mazdoor bhi chahiye hongay, un k liye truck waghaira bhi chahiye hongay, mining equioment chahiye ho ga aur minerals nikal k woh china to nhi le janay lagay, yahan pe hi koi na koi processing plant lagayngay ya factories lagaingi... logon ko rozgar milay ga aur INSHALLAH taraqqi ho gi

Logon ko yeh bataya ja raha hay k "paisay kam mil rhay hain" mera zaati khyal hay k yeh jin paison ki baat ker rahay hain woh paisay to waisay bhi hukoomat k khazanay main jaatay hain jis main sey awam ko to kuch bhi nhi milta... jab k agar China factories lagata hay aur development kerta hay to iss main logon ko rozgar milta hay aur woh paisay un ki apni jaib main jatay hain, corruption kernay walon k haath main nhi jatay

bilkul sir jee but agar Root un jagaho sa nai gaya jaha kabi development nahe hue tu faida kya..... humhe is root ko in rastoo sa le jana chiya jesa Bahawalpur ,Dera Ghazi Khan,Gujranwala,Hafizabad,Jhang ,Jhelum, Kasur,Khanewal,Khushab.......................pata nahe hamare hukmarnao kab Aqal aaege
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)
bilkul sir jee but agar Root un jagaho sa nai gaya jaha kabi development nahe hue tu faida kya..... humhe is root ko in rastoo sa le jana chiya jesa Bahawalpur ,Dera Ghazi Khan,Gujranwala,Hafizabad,Jhang ,Jhelum, Kasur,Khanewal,Khushab.......................pata nahe hamare hukmarnao kab Aqal aaege

Bhai pehli baat to yeh hey k woh shair hay na k

"Hain Kawakib Kuch, Nazar aatay hain kuch"

Ji yeh iss project k khilaf bolnay walay bhi kabhi aapko poori baat nhi batatay. CPEC ka original Motorway k ilawa, iss project main aur buht sari sarkain hain.... railway lines hain waghaira waghaira...

Pak-China%2BIndustrial%2BCorridor.jpg

Dosri baat yeh, k iss k faida aur Nuqsan sirf Soubay ki hadd tak bataya jata hay, poray Pakistan k level per nhi.... hum aaj kal jin halaat sey guzar rhay hain, jis main Amreeka aur India ney hamaray khilaf haath milaye huay hain aur Afghanistan aur Iran main hamaray khilaf nafra paida ki ja rhi hay... jiss tarha FATA aur Baluchistan ko mulk sey hi alag kiya ja raha hay,

Iss waqt main, koi aur dunya main aap per paisa laganay ko tayyar nhi hay... aur agar kal ko China ka interest iss mulk main aur gehra ho gaya, to yahan pe poray mulk main aman aayega ..... Pakistan k hisaab sey sochain, iss ki saalmiyat k hisab sey bhi sochain... iss project ko support karain... dushmanon k haath mazboot na karain.... aap ko yaad hi ho ga k jab yeh Project announce hua tha.. to dunya main sab sey pehlay India ney iss pe shore machaya tha...
 
agar asal Root is tarha ban raha hai tu dekh kar kushe hue.....thnx bro