Sohraab
Prime Minister (20k+ posts)
- Featured Thumbs
- https://daweddings.files.wordpress.com/2012/01/narcissus.jpg
Book Jinnaat ka Paidaishi Dost
واہ نواب ساین ان ملکوں میں جہاں ہم رہتے ہیں پھولوں کی کوئی خوشبو نہیں ہوتی ہے اس پر تعجب ہے باقی یہ بزرگ الله والے ہوں گے الله پاک ہم سب کو معاف فرماۓ
beshak Allah walon k saath ajjeb ajeeb waqiyaat ronuma hote hain
main ne to yeh bhi suna hai k un mumalik main aksar tamatar aur kuch dosre phal aur sabziyan taste less hoti hain , kia yeh sach hai ???
بلکل بجا کھا آپ نے میںنے خود دیکھا ہے جب کوئی سبزی فل پاکستان انڈیا سے آتا ہے تو اس کی خوشبو بھی ہوتی ہے میرے ساتھ لوگ جو کام کرتے تھے ان کو آپ کھلایا تو وہ بھی مان گے ورنہ میکسیکو کا فل کھاتے ہیں کوئی لذت نہیں ہوتی ہے انڈیا سے بھنڈی ٹنڈےکریلے وغیرہ آتے ہیں ساگ بھی تو مزہ آجاتا ہے
Mr. Thread Starter
Kion mulk main jihalat phaila rahe ho. Tum ko iss badnaseeb quom par rehm nahin aata?
mujhe un pe rehem aata hai jo tahir ul baaaandri k dharne main 14 din se baithe hain
I yearn for the day when this kind of religious coated superstition (thread starter) and stupidity will be openly challenged and discarded. It seems that at least in my life time it is not gonna happen.
Book Jinnaat ka Paidaishi Dost
Brai Mehrbani reference key liay"Laqtul Marjan, Fi Ahkam ulJaan", ki wazaht farmaiy
Brai Mehrbani reference key liay"Laqtul Marjan, Fi Ahkam ulJaan", ki wazaht farmaiy
Iss ka matlab hay Pakistan or India main Jinnat bastay hain.
Yaar, please grow up. In Western countries fruits and vegetables are waxed in order to improve their shelf life. Please wash them thoroughly with warm water and leave them out of refrigerator for a day or two and they smell as sweet.
Allama Suyuti ki Kitab ka urdu tarjuma hey. Shukria
Kitab ka Nam "jinnat ka Paidashi Dost" ka link post kardein, mehrbani hogiIs kitab ka Urdu Tarjuma nahi hai , jin loogon ne yeh waqiyaat naqal kiye hain in Kitabon se woh khud Arbi jante hain , Jinnnaat ka Paidaishi Dost book main Laqtul Marjan, Fi Ahkam ulJaan se bohut se waqiyaat Urdu Translate kar k Likhe gaye hain