Xiggs
Chief Minister (5k+ posts)
Allah aapko aur aapke ajdad o aulad ko basadqa e Muhammad o Aalay Muhammad s.a. hamesha khush aur aabad rakhay!یہ نہیں بتایں گے میں آپ کو بتاتا ہوں امام نسائی کو کیوں شہید کیا خوارج نے
![]()
![]()
Allah aapko aur aapke ajdad o aulad ko basadqa e Muhammad o Aalay Muhammad s.a. hamesha khush aur aabad rakhay!یہ نہیں بتایں گے میں آپ کو بتاتا ہوں امام نسائی کو کیوں شہید کیا خوارج نے
![]()
![]()
Imam Nisai ka zamaana koi 200 saal baad aata hai aur un sahab ne Muawiyah R.A se marwi Ahaadees apni kitaab me shamil nahi ki thi 200 saal baad bhi Damascus k logon ki Hazrat Ameer Muawiyah R.A se mohabbat thi k unke khilaaf kuch bardaasht nahi krte thay tb bhi jb logon ka hujoom dekha k maarne pe tulay howe hain to pucha k kya ye kaafi nahi k Muawiyah R.A Sahabi e Rasool SAWS thay? Dusri taraf Ahl e Kufa ka haal dekh lo k Hazrat Ali R.A ne un logon ki zaahiri chaahat k daawon me aake Islamic Caliphate ka capital Al Madinah se Kufa shift krdiya lekin ye Kufa k log hi thay k pehle Hazrat Hussain R.A ko Kufa bulaaya k hum aapki baet krte hain wahan puhunche to Kufiyon ne peeth pher li pehle Aqeel ko mukhbari krwaa kr k qatal krwaaya uske baad Hazrat Hussain R.A ko beech sehraa me ibn e ziyaad maloon ki hiras ka shikaar hone k liye chorh diya. Ye Kufi hi thay k jb Hazrat Usman R.A k qaatilon ko hawaalay krne aur qisaas lene ka mutaaliba kiya gaya to Hazrat Ali R.A k saamne sb chorhay hoke fakhar se kehne lage k hum sb Usman k qaatilaan hain aur ye bhi record ka hissa hai k ye sb dekh kr bhi Hazrat Ali R.A ne koi qadam nahi uthaaya aur na hi utha skte thay.Zara imam nisayee ki death pe bhi kuch roshni daal do aur kiyun huee yeh bhi bata do....saray qissay se pata chal jayeg ke Amir ul Mominees Ali Ibne Abi Talib Alaihis Salaam ko kis ne qatal kerwaya
Tumhara dimagh nafrat me naakaara hochuka hai jo tumhe simple si baat parh kr bhi samajh nahi aarahi aur wahi uthaa kr yahan share kr rahe ho. Hazrat Ameer Muawiyah R.A Huzoor Pak SAWS k wuzu k liye paani leke jaaya krte thay to ye kaise hoskta hai k kabhi namaz parhte nahi dekha? Ooper jo cutting di howi hai usme ye likha hai k Hazrat Ameer Muawiyah R.A ne ye kaha k tum log wo namaz parhte ho jo humne Huzoor Pak SAWS ki suhbat me itna arsa reh kr bhi Huzoor SAWS ko parhte howe nahi dekha. Yahan baat Asar k 4 farz parhne k baad 2 Rakat sunnatein parhne se mana krne ki horahi hai, ye nahi kaha k siray se koi namaz hi nahi parhni. Aur haqeeqat yahi hai k Asar ki 4 rakat farz se pehle 4 rakat sunnatein parhna to saabit hai lekin Asar k farz parhne k baad na to sunnatein parhna jaaiz hai aur na hi nafal parhna. Us waqt sirf qazaa namaz parh skte hain nothing else. Yahi wajah hai k Masjid e Nabawi SAWS me Riyaaz ul Jannah k maqaam pe Asar ki namaz k baad hr koi beth kr Maghrib ki namaz ka intizaar krta hai agar koi wahan ghus kr fazeelat waali 2 rakat nafal parhne ki koshish krta hai to baqi sb uspe awaaz lagaa kr ose bethaa dete hain k bhai Asar k baad koi nafal koi sunnat nahi parh skte. Ab lage raho.یہ نہیں بتایں گے میں آپ کو بتاتا ہوں امام نسائی کو کیوں شہید کیا خوارج نے
![]()
![]()
Tumhara dimagh nafrat me naakaara hochuka hai jo tumhe simple si baat parh kr bhi samajh nahi aarahi aur wahi uthaa kr yahan share kr rahe ho. Hazrat Ameer Muawiyah R.A Huzoor Pak SAWS k wuzu k liye paani leke jaaya krte thay to ye kaise hoskta hai k kabhi namaz parhte nahi dekha? Ooper jo cutting di howi hai usme ye likha hai k Hazrat Ameer Muawiyah R.A ne ye kaha k tum log wo namaz parhte ho jo humne Huzoor Pak SAWS ki suhbat me itna arsa reh kr bhi Huzoor SAWS ko parhte howe nahi dekha. Yahan baat Asar k 4 farz parhne k baad 2 Rakat sunnatein parhne se mana krne ki horahi hai, ye nahi kaha k siray se koi namaz hi nahi parhni. Aur haqeeqat yahi hai k Asar ki 4 rakat farz se pehle 4 rakat sunnatein parhna to saabit hai lekin Asar k farz parhne k baad na to sunnatein parhna jaaiz hai aur na hi nafal parhna. Us waqt sirf qazaa namaz parh skte hain nothing else. Yahi wajah hai k Masjid e Nabawi SAWS me Riyaaz ul Jannah k maqaam pe Asar ki namaz k baad hr koi beth kr Maghrib ki namaz ka intizaar krta hai agar koi wahan ghus kr fazeelat waali 2 rakat nafal parhne ki koshish krta hai to baqi sb uspe awaaz lagaa kr ose bethaa dete hain k bhai Asar k baad koi nafal koi sunnat nahi parh skte. Ab lage raho.
Allah aapko aur aapke ajdad o aulad ko basadqa e Muhammad o Aalay Muhammad s.a. hamesha khush aur aabad rakhay!
Kia muawiya aur amr bin aas qatal huay? Nahi...aur kia saboot chahiye saray dramay ka?Imam Nisai ka zamaana koi 200 saal baad aata hai aur un sahab ne Muawiyah R.A se marwi Ahaadees apni kitaab me shamil nahi ki thi 200 saal baad bhi Damascus k logon ki Hazrat Ameer Muawiyah R.A se mohabbat thi k unke khilaaf kuch bardaasht nahi krte thay tb bhi jb logon ka hujoom dekha k maarne pe tulay howe hain to pucha k kya ye kaafi nahi k Muawiyah R.A Sahabi e Rasool SAWS thay? Dusri taraf Ahl e Kufa ka haal dekh lo k Hazrat Ali R.A ne un logon ki zaahiri chaahat k daawon me aake Islamic Caliphate ka capital Al Madinah se Kufa shift krdiya lekin ye Kufa k log hi thay k pehle Hazrat Hussain R.A ko Kufa bulaaya k hum aapki baet krte hain wahan puhunche to Kufiyon ne peeth pher li pehle Aqeel ko mukhbari krwaa kr k qatal krwaaya uske baad Hazrat Hussain R.A ko beech sehraa me ibn e ziyaad maloon ki hiras ka shikaar hone k liye chorh diya. Ye Kufi hi thay k jb Hazrat Usman R.A k qaatilon ko hawaalay krne aur qisaas lene ka mutaaliba kiya gaya to Hazrat Ali R.A k saamne sb chorhay hoke fakhar se kehne lage k hum sb Usman k qaatilaan hain aur ye bhi record ka hissa hai k ye sb dekh kr bhi Hazrat Ali R.A ne koi qadam nahi uthaaya aur na hi utha skte thay.
Ek baat batao agar tum logon k nazdeek ibn e maljam maloon ko bhejne waale Hazrat Ameer Muawiyah R.A thay to Hazrat Ameer Muawiyah R.A aur Hazrat Amr bin Al-Aas R.A ko qatal krwaane k liye Misr aur Damascus 2 mazeed bnday kisne bheje thay? Kya ispe ye samjha jaaye k un 2 bndon ko Misr aur Damascus bhejne waale NauzubILLAH Hazrat Ali R.A thay jb k teeno k khilaaf qatal ki saazish Khwaarij ne ek hi majlis me ki? Koi aqal pe haath maaro.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|