Hasan Nisaar aaj kuch kuch sahi keh raha ha. Ham loot loot keh rahein hein lekin hamein pata nahein asal mein kia ha. Yeh b pata nahein kia karna ha, kis baray karna ha, kion karna ha, ya kis ne karna ha. Ham bhonk bhonk k thak gaey hein, koi hamein batata kion nahein k ham kia bhonk rahey hein.