Aik drama hasan nisar samait hum sab bhe tou ker rahey hain ... noora league ko gaali doo ... ja ka line main lago manga patrol napaid CNG dalwao ... aur nikal jaoo isee bazar main apney bachon ki roozi talash karney ... jab tak hum amli tour pay is hallat is hakomaat iss system ko badalney k leya kuch nahi kartey ... hum sab bhe dramebaaz he hain ...