Generals Ki Corruption aur Loot Maar parr mukamill aur mujrimana khamoshi aur mulk ko khatarnaak hadd takk maqrooz karr ke atomic role back ki hadd takk laajaanay ki kitni Qeemat adda ki ja rahi hai aur kis andaaz saay yeh bhi khoj laganay ki zaroorat hai , Paisa Phaink tamasha daikh , warna koi bhi muhib wattan aisay khamosh nahi reh sakta haan kai so called muhib e wattan kaa monh haddi saay bandd karr diya jaata hai