mamnon ki taraf sy ki gaiee 15 minute call mian dono taraf khamoshi thi kionkay aik khamoush tha doosra behooush ..yar khuda ka name loo jitna mazak uss bechray ka uraya gaya hay jitnay uss nay dill pay zakham sahay to bemar to usay houna hi tha kissi young ko governor lagioo jo kam kerta nazar aaiy