Is the future of Pakistani youngster being bleak? Why the company is behaving like this to ruining the future of young nation. Are they sincere or just protecting their interest only?
Youngers should be motivated to correct duffers thinking.They don’t care about ants on their lands.
Lagta hay tou jala houya ha, ya pay contract ka mutabak nehain mill rahay company say?Pakistan youngsters are hopeful for a brighter future though no one knows future of the delusional blind cult hoping for release of one leg shaytan disguised as Messiah
Is the future of Pakistani youngster being bleak? Why the company is behaving like this to ruining the future of young nation. Are they sincere or just protecting their interest only?
Tay fair na he samjhain in mutalbat kay baad.Paa jee bura naa manna.... Pakistan daa koi future naee.
Haan Khan nuo baar kaddow, nawaan free & fair election karao tay jittan wali party nou baghair kisay uungal dittay'oun 5 saal hakomat karun dayO.
Have about 3 more honest elections, then there could be a chance.
Tay fair na he samjhain?
Brighter future under Tinds and Zardari? You must be smoking samad bhaand...Jigroo707 waysay Zardari or Nikka Tind qom ko bahir k mulkon mein jayedaad banana sikha sakte Hain..Pakistan youngsters are hopeful for a brighter future though no one knows future of the delusional blind cult hoping for release of one leg shaytan disguised as Messiah
Ya lounday lappadrray in tindown aur bemari nay he pawlay houye hain.Brighter future under Tinds and Zardari? You must be smoking samad bhaand...Jigroo707 waysay Zardari or Nikka Tind qom ko bahir k mulkon mein jayedaad banana sikha sakte Hain..
Sir sirf Aaho say kam nehain chaly ga, kuch littar parade bhee karin in salown key, mean company walown key.Aaho...!
Agar eduction day bhee dain, job khahan say layain gay, in duffer key samjh dani kamzoor hay. Pakistan key Taurkey bhohat zarorri hay taleem kay saath.2.5 crore bachey to school hi nahi jaa rahey. Europe mein boht saarey mulk aisey hain Jin ki itni population bhi nahi hay. Matlab ap kai mulko se ziada population ko uneducated rakh kar ainda aaney Wali 2.5 crore families ko uneducated rakh rahey hain. Na to in ko koi dosra mulk lay ga. Na ye mulk mein koi dhang ka kaam kar sakein ge. Simple mazdoori se kia milta hay, aaj kal jitni mehngai hay or jis tarha mehngai mein izafa ho raha hay, in logo kay pass chor daku bananey kay ilawa kia option reh jata hay, or yehi kuch ho raha hay. Mulk jis teezi se bud-amani ki taraf jaa raha hay us ki basic reason hay ye. Logo kay pass kaam nahi hoga to kahaan se khaein ge. Har taraf Andhra hi andhera hay.
Bhai job nahi haun to is ka ye matlab nahi keh nai nasal ko education hi na dein. Pakistan mein job nahi hay to Kiya hua kisi bahir mulk to ja saktey hain, or bahir mulk mein jitni achi education hogi utni achi job miley gi. Education to har haal mein boht zarori hay. European countries, Germany waghera mein skilled logo ki boht shortage hay ager minimum FA pass ho or sath koi skill ho to aisey mulko mein jana boht Asian ho jata hay. Bilkul uneducated logo ko to koi mulk nahi laita. Ager musalsal 10-15 saal yehi haalit rahey to aap andaza kar saktey hain keh kitni population uneducated reh jay gi or wo sub kay sub mulk oe sirf aik bojh ki tarha hongey. Mulk agley 75 saal bhi aisey hi rahey gaAgar eduction day bhee dain, job khahan say layain gay, in duffer key samjh dani kamzoor hay. Pakistan key Taurkey bhohat zarorri hay taleem kay saath.
I second you, taleem tab he ho gee jub kuch funds khurch krainin gay. Sary fund tou fauj aur agencies kha rahe hain.Bhai job nahi haun to is ka ye matlab nahi keh nai nasal ko education hi na dein. Pakistan mein job nahi hay to Kiya hua kisi bahir mulk to ja saktey hain, or bahir mulk mein jitni achi education hogi utni achi job miley gi. Education to har haal mein boht zarori hay. European countries, Germany waghera mein skilled logo ki boht shortage hay ager minimum FA pass ho or sath koi skill ho to aisey mulko mein jana boht Asian ho jata hay. Bilkul uneducated logo ko to koi mulk nahi laita. Ager musalsal 10-15 saal yehi haalit rahey to aap andaza kar saktey hain keh kitni population uneducated reh jay gi or wo sub kay sub mulk oe sirf aik bojh ki tarha hongey. Mulk agley 75 saal bhi aisey hi rahey ga
Yes, Sir.find ways how to leave this country
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|