Bilkul theek ,,,Benazeer aur Nawaz Shareef ke 1988 se 1999 tak daur e hakoomat mein donoo parties ki karkardgi bohat buri rahi,,,pmln ne to apne mazi se kuch seekh liya lekin BB ke qatal ke baad Zardari ka iqtedar mein ana Pakistan ke liye tabah-kun sabat hua (60 saal ki barbadi aik tarf aur zardari ke 5 saal 1 tarf),,,,muk-muka ki theory jin logoo ne di hai woh sirf pmln ke vote torrne ki 1 koshish hai,,warna pmln ne opposition ka role bharpoor tareeqa se ada kia hai,,pmln ne apni 10 ministries judiciary ki bahali na hone per chorreen,,phir long march kia aur judiciary bahal karai,,zardari league ke bohat saray cases ko pmln supreme court mein le kar gayi,,,,sirf yeh nahin kar saki ke assemblies se resign kar deti,,,us pe bhi behas ho sakti hai,,kionke Zardari jaisa khabees jis ne har aik ki qeemat lagayi hui hai,,MQM,ANP,F league,Qatil league etc ,,resignations ke baad woh zimni election karwa deta,,,phir pmln pe yeh ilzam lagna tha ke us ne 90,s ki siasat phir shuroo kar di hai,,,PTI ki majboori yeh hai ke woh sirf pmln ke vote torrna chahti hai isi liye PTI ka sara zor pmln ke khalaf lag raha hai,,aur isi liye pmln pe ilzam lagaya jata hai ke yeh zardari ke sath mili hui hai,,agar mili hoti to punjab mein governer raj na lagta aur Laila Muqadas jaise MPA,s ki boli governer house mein na lagti,,,