jungli rehthtay hain is area mien ,weapons lay k ghmtay hain
ab police sifarish nhi manti to kuch loag is say bhi khush nhi hain,dunya k program mien aik nswar ala keh ra tha k mna mpa ki baat nhi manti yeh police ,yeh koi police hai
is k khilaf karwai honi chahie bilor ho ya koi aur ho