insaf-seeker
Minister (2k+ posts)
[h=2]Fail to plan is a plan to fail![/h]

yaar munafaqat ki b koi had hoti hay,ab plan kaisay fail ho giya,jab aap jaisay trailer Drivers sharab pi kar driving karein ge,tu un ko tu dewar e chien b nazar nahi aati,is main plan kahan fail ho giya hay,beta tum burger khao,aur muafqat karo,,

kitne billions laga kar yeh construction ho rahi hai lahore hain. agar yeh bridge aik accident nai bardasht kar saka tou khud socho ke kaisa material use kia hai aur kesi planning ke hai. Jab kaam niyyat se na kiya jaye tou result asay he atay hain. tum jasay loggon ke baray main he Allah quran main farmata hai ke "wo deef n dumb hain" jo sab kuch jantay huway bhi anjaan banay huway hain.
Jub saray sheher ko ukhaarh ker construction ki jaye gi tao meray jaisay trailer drivers kaheen na kaheen tao guzarnay ki koshish kerain ga na, Per yeh baat aap jaisay charsi builders ki samjh mein nahin aye gi
waisay yeh hamesha aik truck ki takar say pul kiun gir jata hai? Ghaziabad wala bhi aik truck nay gira dia tha:)
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|