Re: سیلاب کے پیش نظر آزادی مارچ فوری طور پر ختم
Pahley Noorey ne Modi se kah kay border pe tension karai jab us se kaam na chala to ab aik dum se pani khulwa kay pakistan mein sailaab ka intazaam karwaya, India ko kia zarorat thi aik dum se itna pani release karney ki ager wo chahtey to 1 lakh cusec 2 din kay waqfa se bhi release kar saktey thaey, Marey bhai ye iqtadaar ki jang hay " GAME OF THRONE", in Nooro se aap kia tawaqa rakhtey hain, in ko sirf oper jana hay iqtdaar kay sanghasan pe chahey logo ki lasho pe pair rakh kay jana parey. Boht zalim log hain in se jaan chhuraa lainey do, koi insaan ka bacha aaney do or abhi to baat shaid asaani se tul jay warna ager ye koshish nakaam rahi to agli dafa kia raiwind or kia CM or PM house sab khoon se surkh ho jaein gey, boht jee lia ghatia tareqey se, yaqeen karo pakistan jatey hain to sharam aati hay, theek hay pakistan kay pas oil waghera nahi jis ki waja se hukomat ziada facilities nahi dey sakti or ham jaiso ko bahir kay mulko mein dhakey khanaey partey hain mager system to ye theek kar saktey hain logo ko insaaf to dey saktey hain, logo ko sasti roti sasti taleem to dey saktey hain, mager nahi dein gey, in ko sirf iqtdaar chahiey awaam ki in ki nazer mein koi ahmiat nahi