ECP Orders Recount in PP150

kakajee

Minister (2k+ posts)
urdu
Where-is-my-vote.1.jpg

PTI had won this seat by 2500 votes.

But when the final results were declared. it was shown that PMLN won this by 67 votes against PTI

BSwRicKCUAAIrRK.jpg
 
Last edited:

cokee

Minister (2k+ posts)
being a Pakistani and then a PTI sympothizer my trust on judicary is totally shaterred . i am sure I am not the only case there are many millions who r thinking the same way and judicary and ECP will hve to take alot of steps if they want the respect of independent people of pakistan . otherwise in few years this status co will hve no space to hide . after all pakistan is not a monarchy and people had fight for there rights and they will not sit and watch all this
 
janijoker

Minister (2k+ posts)
Derr aayed drust aayed...her kaam ka 1 waqt hota hai..ECP ne bila akhir required step le liya..PTI ke sporters ha makhaa is ka ilzam CJ ko de rahe thay haalanke yeh kaam ECP ka hi tha...Umeed hai ab PTI ke doston ka shikwa door ho gaya ho ga ...Good Luck
 
Actually justice delayed is justice denied. its almost 4 months now since elections.

Jo bhi jis ka haq hai bus woh ussey milna chahiyey chahey PTI ho ya PMLN.

Chorri aur seena zorri wala kaam Pakistan ka janaza nikaal de ga
 
janijoker

Minister (2k+ posts)
aap ki baat se mehsoos hota hai jaise poora election rigged tha ..agar yeh sahi hai tau Punjab ke awam ko gali kis liye ?????? Gali ya tau ECP ko dain ya awam ko ..aap 1 hi waqt mein SCP,EC,CJ aur Punjab ki awam ki maa behn k 1 kar dete hain jo ke drust attitude nahin..zara ghaur karain tau aap ko ehsaas ho jaye ga;)
being a Pakistani and then a PTI sympothizer my trust on judicary is totally shaterred . i am sure I am not the only case there are many millions who r thinking the same way and judicary and ECP will hve to take alot of steps if they want the respect of independent people of pakistan . otherwise in few years this status co will hve no space to hide . after all pakistan is not a monarchy and people had fight for there rights and they will not sit and watch all this
 
Shah Brahman

Senator (1k+ posts)

تین دن میں تو بہت کچھ ھو سکتا ہے ، آج ہی گنتی کا حکم کیوں نہیں دیا الیکشن کمشن نے

نواز لیگ کیلئے اس نشست کو جیتنا زندگی موت کا سوال ہے اور اسکے لئے وہ ہر حربہ استمعال کریں گیں

ف ج
 
punjabi

Councller (250+ posts)
Wait & See. Fingers are Crossed??? Because Rana Sanaullah & Party will do anything under Shahbaz Sharif's order to win this seat? Again wait & see
 
rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)

Actually justice delayed is justice denied. its almost 4 months now since elections.

Jo bhi jis ka haq hai bus woh ussey milna chahiyey chahey PTI ho ya PMLN.

Chorri aur seena zorri wala kaam Pakistan ka janaza nikaal de ga

PMLN have learned from their mistakes, this time it is PAKKA KAM nobody can catch them in rigging now, still hope for the best, but this time it is only to legalize the results of previous election
 
miafridi

Prime Minister (20k+ posts)
Derr aayed drust aayed...her kaam ka 1 waqt hota hai..ECP ne bila akhir required step le liya..PTI ke sporters ha makhaa is ka ilzam CJ ko de rahe thay haalanke yeh kaam ECP ka hi tha...Umeed hai ab PTI ke doston ka shikwa door ho gaya ho ga ...Good Luck

Supreme court ECP k decision may dakhal nai de sakti. Lakin Sadarti elections ne Supreme court ne ECP k decision k barkhilaf Elections 6 din pehlay karanay ka bayan kar k ECP k kaam may intervene kiya tah. Yahi waja hai K IK bhi kehta hai k agar SC ECP k dusray kamo may dakhal de sakta hai toh Rigging k issue per suo moto kyu nai le sakta?

Dusri daleel yeh hai, k Supreme court kisi k bhi kaam may dakhal nai de sakta, OS wakt tak jab tak woh idara constitution ko follow kar raha ho. Lakin agar koi idara constitution k khilaf koi kam karta hai toh phr woh case SC k pass hi aatah hai aur woh osko sunnay aur os may faisla dene ka haq rakta hai.