Seedha sa case hay.
34 crore ki raqam in haram khoro kay liyay kuch bhee nahi.
Is case kay peechay Zardari aur doosray haram khor, taqawat war tabqah hay.... JO chief justice ki maqbooliat aur Imran ki aglay election may kaamyabi may rukawat banna charahay hain.
Maqasid: chief justice ko involve karnay ki puri koshish ki jarhai hay... kuch ho na ho is case say cheif justice ki power(awam) may maqbooliat kam karnay ki koshish, memo gate , NRO, swiss account cases say qaum ki nazar hatanay ki koshih hay. Next elecetion Zardari ki maujoodgi may karwanay aur election comission ko saaf shafaf na honay daynay yeh sub maqasit hasil karnay ki koshih hay yeh sub.
Hona kya chahiyaya:
Arsalan ki lalach ka faida uthaya gaya hay.. ager Arsalan nay yeh bol kay paisay liayay kay case khatum karwaoonga to us ko bhee saza honi chahiyay.
Malik riaz ko rishwat daynay, black mailing karnay, qaum ki tawajah memogate, NRO, swiss account say hatanay may saqt saza honi chahiyay.
Zradari ko election say pehlay hataya jayey aur elcton comisison ko saaf shafaf banaya jayeey.
Takay koi qaum ki raqam loot kay us may say kuch hisa daykay Ehsaan na jita sakay...