The assets of Imran khan are declared.. But ab new shosha dala ja raha hai k cost declare nai hai..
Nawaz should have done the same..
In fact masla yeh bhi nai hai k Nawaz sharif ne off-shore assets declare kiye hai ya nai, Masla toh yeh hai, k jab unsay is baray main pocha jata tah toh kehtay thay k yeh propaganda hai. Hamari off-shore assets nai hai.. Phir kaha gaya k 2006 say hai(jabkay woh 90's say hai). aur is sab k liye Nawaz sharif k pas paisa kahan say aaya yeh bhi suspicious hai..