Dawnleaks ki report abi tak manzar-e- aam per kyun nahi arahi:--Shahzeb Khanzada reveals

dingdong

Banned
Bajway aur Dg Butt naay Poori Army ke jazbaat ke khilaaf Nooray Button saay Mukk Mukka karr ke Poori Army ko zaleel aur Malign karnay ki tayari hai Kia Pak fouj kisi ke baap ki milkiyat nahi hai keh koi Bhi corrupt yaa incapable General poori fouj ke officers aur jawano ke jazzbaat ko nazarr andaaz karr ke NRO nahi daay sakta hosh ke nakhan lo aur fouj ko taqseem naa kro
 
bhaibarood

Chief Minister (5k+ posts)

aur Raheel sharif ne arbon ke jotey chat kar awaam ke jasbat ko taskeen pohchayee hai?
yeh army generals aur politicians are selfish stooges!
 
SachGoee

Senator (1k+ posts)
Bajway aur Dg Butt naay Poori Army ke jazbaat ke khilaaf Nooray Button saay Mukk Mukka karr ke Poori Army ko zaleel aur Malign karnay ki tayari hai Kia Pak fouj kisi ke baap ki milkiyat nahi hai keh koi Bhi corrupt yaa incapable General poori fouj ke officers aur jawano ke jazzbaat ko nazarr andaaz karr ke NRO nahi daay sakta hosh ke nakhan lo aur fouj ko taqseem naa kro

The Committee has ISI members.

Never Ever at any Cost ISI will make compromise. Oonthh Pairoun tallay aaya hai kbi bhee nai choarhna unhoun ne. This Sub Institute has an unwritten constitution and it is run not by top but middle management. Even Heads cannot dare to say No. People come and go but the policies do not change. Hence they are governing since last 52 years.
 
Yeh to bohat achhi baat hai yani Rishtadaar Butt use less hai in kay wastay yani Nooray Button yaa Buttni frarri ki koi najaiz madadd nahi karr sakta Lakin Bajwa to Corruption ki rakhwali aur madadd karr raha hai aur corruption Mulk Dushmni mai shumar hoti hai
 
Mumkin hai Aap k Paas koi khabbar ho. Mein Jaanta nai iss liye mein nai keh sakta k amanatdaar hein ya iss k opposite.

Agar apni domain mein reh k kaam ker rahay hein honesty se tou theek hai. Agar domain se bahar ja k dishonesty se chal re hein tou ghalt tasawwur houn ge.

Ab agar Committee ya Sarkaar dairr ker rai hai tou ye COAS ki corruption k zumray mein aata hai ? Ya iss baat pe martial law laga k Aaeen torhh de ?

Aor mein nai keh sakta k Butt ka kya kirdaar hai. Meri raaey hai jo bilkul ghalt ho sakti hai magar 52 saal ki tareekh batati hai k Shakhseeaat Aaeen Gaeen per policy koi hila na saka. Aik aesa internal mechanism hai jo k dunya ki kisi taaqat k control mein na hai na kbi aaya hai. Aor Pakistan k kisi idaaray ya maatehat idaaray mein ye cheez nai hai. Architect pata nai kon tha per daad deni perhti hai.

Ye loug katti dosti kertay rehtay hein kamzor logoun se. Jinki integrity nai maali tourr pe. Inko dubatay hein kuchaltay hein aor phir dubara pyaar ker k dubara doodh pila k sehatmund ker k phir khaarhay mein utaartay hein. Iss tarah inki Saldannat Qayem o Dayem hai.

Kuch Maah pehlay meinay kaha tha k dekhna ooper ooper se Fouji adaaltoun ki PPP mukhaalfat keray gee. Per andar se raazi hogee. Kyun k katti khatam. Bhartian horai hein party mein. So usko utaaro usko laao.

Kya khayaal hai maana k Wazeer e Azam apne balbotay pe Rural punjab mein jeet chukkay thay. Pissay huay awaam ghulaami k shikanjay mein hein. Per Mian sahib ko jo theek thaak kisum ka dhajka urban punjab mein laga tha tou kya CIA se 2/3rd majority maang rahay thay ?

Iss waqt Urban Pakistan ki Aksareeat Imran Khan k saath hai aor wo Coalition government bana saktay hein Wafaaq aor Punjab mein. Poora Internet Social media dekh lou majority kis k saath hai. Magar marr b bhee taqtein Imran ko front foot pe nai dekhna chahteen financial integrity ki wajah se q k iss ne tough time dena hai aor kisi ki kheir nai. Iss liye Imran ka only chance hai electronic voting in all Urban Pakistan otherwise WO aik soobay mein mandate tasleem ker k Markaz aor Punjab mein same Musical Chair kheltay rahein ge.
 
Back
Top